billu ki decision and gauri's love

514 32 7
                                        


anika:baag gayi

wo apko chod kar bhaag gayi

shivaay:shut up

anika:shivaay singh oberoi ki honewali biwi bhaag gayi

wahi to mein sochu

itni jaldi apse koun shadi karega

ek no ki badtameez insaan hein aap

shivaay:dont get on my nerves anika

anika: wahi to mein sochu

aap usse baath thak nehi karthe

shivaay:mein use baath karu ya na karu

tumhe kya

ab hasna bandh karo

anika:issi altitude ki wajah se chali gayi

aap kya kehte te mein shivaay singh oberoi hoon muje koi reject nehi karsaktha

shivaay:first of all its atitute

and the second point is usne muje reject nehi kiya

she just ran away

anika:wah kya covering  hein

wo muje chod ke nehin gayi 

wo sirf running practice karne keliye bhaag gayi

kitni masth line hein na

shivaay:watch your language anika

what is this word masth?

and why are you judging me so much

anika:aap ko sagma lag gaya na

muje patha tha

dekhiye mein judge nehi event organizer hoon

mere naam anika hein

shivaay:just shut up 

muje irritate mat karo

anika:irritate nehi advice de rahi hoon

ab kya karenge

ab aap ko tolerate karne wali kaha milegi

ab billu ki shaadi kab hogi

billu ki shehra waste hojayega

billu ki dawat kuthe khayenge

billu udass hoga

shivaay:stop calling me billu

anika:billu billu billu ...

shivaay:mil gayi

anika:kya

itni jaldi apko ladki milgayi

shivaay:ha 

mil gayi

muje irritate or tolerate karni wali

anika:koun hein wo 

shivaay:tum

anika:billu ko pagal kutha ne kaat liya kya?

mein?

shivaay:ready ho jao 

soon to be mrs.shivaay singh oberoi

anika:kya?

**********************************************************************************

gauri pov

Jab we metकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें