19

1.1K 81 24
                                    


(Om came ., he went to bathroom.. Gauri was on bed reading a magzine , both simply ingnored each other.
after changing Om came and Sat with her on bed.)

Om : kya ho raha hai ?

Gauri : bs aisy hi neend nai aa rahi thi

Om held magzine

Om : side py rakh do isy. Subha Prh lyna baki

Gauri : (taking magzine back) ap so jain. Humy Neend nai arahi
.
Om turned off his side lamp and Laid turning his back to her

Gauri : (thinking) ghalti b khud ki hai aur akar b rahy hain., na Messgae kia na Phone py bataya.. aur hum naraj hain to manany k bajae khud naraj hogae hain..! Sarry ka to jikar hi fajol hai in ki mardana anna (ego) in mafi mangny thori na dy gi..
Aur ek hum hain. Thk ce naraj b nai hona ata in ce

She put magzine aside and Bent to see him , his eyes were closed ,he slept she thought (who was not actually sleeping) & she
Laid next to him sadly
________

Morning

Om was wearing tie when gauri entered with tea in room

Gauri : arey.. hum ny to ap k lye e dosri Tie nikali thi

(Om did not answer and kept wearing that.)

Gauri : ap naraj hain Hum ce

Om : (wearing coat) nahi

Gauri : to.phr aisy bat Q kr rahy hain.

*no answer*

Sarry ..!
Oo kal ap ny kaha tha ap jldi ayen gy aye bhi nai aur phr phone py b achy ce bat nai ki, humy gussa a gya tha
To rat ko baat nai ki ap ce .. hum ny dekha tha lekin ap to foran hi so gaye thy

Om : jaisy mai kam mai tm ce bat krna Bhool skta hon tmhy b haq hai.. its ok

(He was gonna leave. She held his arm)

Gauri : hum ce naraj ho k soye thy. Naraj ho kr office mat jayen..!
Ap janty hain hum ap ce kitna payr krty hain jitna ap krty hain us ce kaheen zada ..
Ap humara sb kuch hain Omkara ji...ap k ilava humara hai hi kon !? Aisy naraj mat hua kijiye (she was in tears)

Om smiled and held her hands

Om : agr mjy Pta hota k Mai kisi k lye itna imp. Hun aur koi mjy itna Chahny Vala hai To mai naraz hona kab ka Bhool chuka hota
(gauri smiled a little)
.
Chalo ab Vo tie do jo tum ny nikali thi
(He removed his coat nd then tie)

Gauri gave him tie

Om : ab nikali hi thi to Pehna b do
(Gauri blushed a little)

She stood on Toes , he bent a little down and she made him wear !

*Ahhhh.. how much i love their Size and Height Difference*

Om : Bye

Gauri : khayal rakhiye ga
___________

Ishana's home
living room :

Karan : ishana finally tm apny room ce bahar to ai. Mai tumhara hi wait kr raha tha

Ishana : kch kam hai?

Karan : kaheen ja rahi ho ?

Ishana: haan Vo ek Dost k han Party hai ,

Karan : ek mint .
(Offering her a gift)
Us din exhibition mai tm is painting ko ghor ce dekh rahi thi na. To mjy lga tmhy achi lagi.. is ce lye tumhary lye khareed li

Ishana : comeon Karan. Tmhy zehmat krny ki zaroorat nai Hai.. agr mjy chahiye hoti to mai ly lyti. Mai afford kr skti hon Ok?

Karan : agr Tum yae accept kro gi to mjy acha Lgy ga

Ishana : na to mera BirthDay hai aur na koi aisa occasion k Mai kisi ce Yun Gift accept krti phiron

Karan : gift dyny k lye occasion ki zaroorat nai hoti. Bs muhabbt ce kabi b dy skty hain. Please accept it

Ishana : Ok.. (taking it) mai ny accept krli..
Happy ?

Karan : thankyou ishana. Thank you so much

Ishana : thankyou for the Gift..
Ab mai jaaoon

Karan : han han
_________

Evening
Om was watering Plants in lawn and Gauri was him

Gauri : kitna acha mausam hai na ? Kas baris ho

Om : bachpan mai bohat excited hua krty thy barish k lye

Gauri : humara to ab b vo hi hal hai.. hum to abi bohat khus ho jaty hain baris mai

Om : tumhara To bachpana gya e nai

Gauri : baris hue to hum dono nahayen gy. Thk hai ?

Om : ji Nahi. Mjy koi shauq nai hai apny kapry geely krny ka

Gauri : hum bata rahy hain apko b--

( and it started raining om ran and stood in shade while gauri started enjoying rain. Om was standing staring her with a sweet smile on his face :) gauri Gastured him to come. He shooked his head. Gauri came to him. Pulled him in rain but he did not moved an inch
*awwww my little chraiyya*)

she finally came under shade

Gauri : ka tab ce daikh k muskuraye ja rahy hain. Jaisy hum koi ehmaq hoon
(Om smiled)
Ya jaisy koi bacha ho ( she said with a pout)

Om : (holding her face in palms) to tum ho Bachi Meri Jaan

Gauri : ap Ki trha to nahi hain.. vakt ce phly boorhy ho gae hain Ap

(Gauri's phone rang. she went and picked up)

Gauri : han na.. arey nai nai Ghar hi. Omkara ji k sath. Han. Chalo.. Namasty

Om : kon tha

Gauri : richa thi..acha mausam hai na ghoomny ja rahy hain oo log.. aisy hoty hain Jinda dil log. Ap k trha nai.. ghar mai baithy raho

Om : acha ?!  To tm b chali jati apni zinda dil Dost k sath

Gauri : hai na.? Pr ka krain ap k sath rehty rehty hum b bore hoty ja rahy hain

Om : Really. ?!

Gauri : acha Ab ayen Nahaty hain

Om : bilkul b nai

Gauri ; acha thk hai mat ayen.hum jaa rahy hain

Om :  (held her arm) bohat ho gya. Chalo ander

Gauri : pr humy nahana hai

Om : ji nahi. Bemar ho jao gi

Gauri : hamesa nahaty hain. kabi nai bemar hoty

Om : phr b nai.. chalo

Gauri :Arey
(He dragged her inside)
__________

Next Day

Jhanvi : vo mai batana hi bhool gae , aj raat  Mrs.goenka ki beti ki engagement hai. Vahan jana hai tm dono ko. Mjy thora kam hai

Om : pr mom..aj raat mjy b office mai kam hai. Kal imp. Deal hai. Us k lye kch final krna hai

Jhanvi : oh to gauri chali jaegi na

Gauri : hum..Akeley ?!

Jhanvi : any problem ?

Gauri ;  hum kabi aisy itny bary funcson py akely gae nahi hain

Jhanvi : seekhna pry ga.. ab to Oberois ki bahu ho . Attend krny hongy functions akely.
Confidence lao khud mai

Gauri : ji maa ji

Tu Mera Sanam Hua Re [COMPLETED ✔]Where stories live. Discover now