next Day Sandhiya Called omSandhiya : Omkara ?
Om : ji ?
Sandhiya : mai Gauri ki maasi bol rahi hoon. Sandhiya.. Vo beqasoor hai beta.. Usny kuch nai kia. Gauri ny--
Om : (little rude) daikhiye mai is naam ki kisi aurat ko Nahi janta ,
Ainda yahan Phone krny ki zehmat mat kijiya ga
(He cut the phone)Night
Gauri and sandhiya were lying on bed .. Gauri's back was facing sandhiya
Gauri : aj baat hue un ce ?
Sandhiya : arey nahi beti.. Aj kam kaj mai masroof rahi yad e nai raha. Mai kal us ce bat kron gi
Gauri : ap ki b baat nai suni na us ny ?
Humy mujrim bana kr apki Reham ki darkhwast suny baghair phone kaat dya hoga na ?
Vo insan humy mujrim maan chuka hai ab kch nai kch nai ho sktaSandhiya : (creasing gauri's hair) aisi mayosi ki batain nai krty beta
Gauri : ab hum kidr jain Gy maasi ? Ab hum ka karain gy (she cried)
Sandhiya : apny pati k.ghar jao gi. Aut kidr.. Ayega vo lyny.. Aur ab aram ce so jao.. Itni chinta mat kro.. Apny na sahi bachy k lye.. Khayal kro apna
Chalo.. Sabas so jao..Sandhiya laid back ..
Gauri was shedding silent tears ..
Gauri : (in mind) papa kahan hain ap ? Ap to kehty thy k sach hamsa jeet'ta hai
She remembered that moment with her fatherFlashback :
she was 6 years old then
Raj : to beta Tum Ustani ko sach bata dyti k tm ny school ka kam nai Kia
Gauri : pr papa Phr Vo humy danteen na
Raj : mgr phr khsuh b to hoteen k Gauri Ny Sach Bola..
(he took her in his lap)
beta zindgi mai hamesha sach bolna.
Janti Ho Jhoot Bolna Pehli bar asan to hota hai Mgr phr mushkil hi Mushkil Hoti hai aur Sach bolna Srf Pehli baar mushkil phr asani hi asani Hoti haiGauri : papa ap Hamesa Muskil batain krty hain
Raj : yae mushkil batain tmhy bary ho kr samjh ayen gi ..
Pr beta yad rakhna K Jeet Hamesha Sach ki Hoti hai
Flashback ends"Papa , dekhiye na Sach Haar raha hai.. Jhoot jeet raha hai. . koi sach ko sun'na nai chahta (she was sobbing)
Sach Ki awaj dab gai hai.. Jhoot ki awaj sb ko sunai dy rahi hai ..
Humari jeet kab Hogi papa ? Sach kab jeety ga ?
_________many days infact months passed .
Gauri tried to Contact him always but in vain.. She now stopped trying. She now made her mind he will never come back ...
________Richa was in Bareilly those days.
Richa : Gauri aisy rony ce kaa hoga.. Chup ho jaa
Gauri : richa Hum kitny Fakhar ce tujy bataty thy na K Omkara ji Bohat achy hain..Bht payar krty hain hum ek dosry ce.. Bs yae hi payar tha richa
Richa : usy jab pta chaly ga to pachtaye ga vo
Gauri : hum itny bewaqoof Q hain Richa kabi smjh nai Paye us aurat k Jhooty payar ko. Us admi ki kamjor muhabbat ko
Richa : gauri Vo beta ho kr apni maa ko jaan nai ska Tum to phr b Bahu Ho
Gauri : hum jeena Nai Chahty Richa. Hum mar jana chahty hain
YOU ARE READING
Tu Mera Sanam Hua Re [COMPLETED ✔]
FanfictionHave You watched the serial "Humsafar" ? YES ?!, You know whats gonna Happen in the Story :D HAPPY READING ^^