Part 32

1.3K 93 21
                                    

Khoon Mai Nahaye Hue Jismoon ce Pucho ,
Is zameen py jaaan Lutany ka maza hai Kya ! 🇵🇰

#Youm-E-Difa

#DefenceDay 💚
__________

Office

Ishana : aj kal Bht khush nazar aty ho

Om : q Khush ni reh skta

Ishana : mai to bs yun hi puch rahi thi.. tmhari Khushi ka raaz

Om : kch  b to nahi. Sb kch vaisa hi hai

Ishana : aur aj itna Jldi pack up b kr lia..,

Om : han bs Kam khatam hogya ,

Ishana : tm b ghar mai Bore ho jaty hogy na akley..
Chalo kaheen Lunch py chalty hain

Om : oh yaar.. Mjy yad aya. Mjy ek seminar attend krna hai
Sorry aj lunch nai ho paye ga

Ishana : ooh to mai force nai Kroon Gi.
Bye

Om : bye
_______

Home

Rayan : papa
(Came running to him and he lifted him in lap)

Gauri : rayan aista ..
Namasty

Om : namasty

Rayan : aj jaldi Aa daye

Om : han Bs ..aj Jldi ce kam Khatam kr lia

Rayan : aj mama ny b mjy Choclate di.
Aur mai ny Talwi dawai pi li

Om : arey wah.  Shabash
_________

*gauri had been working as tailor for a designer at bareilly*

Bareilly

Sandhiya was in gauri's boss office

Sadhiya : (giving a written application) Yae gauri ki chutti ki darkhwast hai.. Usy 3 hafty k lye chuti chahiye.   Us k bety ka operason hai

Lady (Boss) : ap Miss gauri ce kahiye ga unhy 3 4 hafto k lye nahi blky Hamesha k Lye chutti dy di hai

Sandhiya : aisa mat kijiye.. madam sahiba. Ap to janti hain uska bacha kitna bemar hai

Lady : miss gauri bht acha kam krti rahi hain  is kye unhy bht leniency di mai ny ... Mgr hum itna b cooperate nai kr skty .

Sandhiya : plj... Bat samjhiye

Lady : hum Ek new tailor k lye already advertisement dy chuky hain. I am sorry ab kch nai ho skta

_________

Sunday Morning

In kitchen .
Om made him sit at counter

Om : to aj kya khaye ga mera sher

Rayan : ap banaye Dy ?

Om : haan na..

Rayan : aul.mama ty lye b?

Om : hmmm..!! Apko kya khana hai

Rayan : toasht aur omelette ..
Pr namat (namak) tam....
Mama tehti hain Namat acha nai hota

Om : meri jaan.. chalo phly yae doodh pi lo

(And om put 2 bread slices in toaster )

(Gauri came)

Tu Mera Sanam Hua Re [COMPLETED ✔]Where stories live. Discover now