25. Bhar Do Jholi Meri Ya Muhammad

2.1K 15 0
                                    

Tere darbaar mein dil thaam ke wo
aata hai
Jis ko to chaahe,hey nabi tu bulata
hai
Tere dar par sar jhukaaye main bhi
aaya hoon
Jiski bigdi haye nabi chaahe tu
banata hai
Bhar do jholi meri ya Muhamaad
Laut kar main naa jauunga khali
Band deedon mein bhar daale
aansoo
Sil diye maine dardon ko dil mein
Jab talak tu baan de na bigDi
Dar se terena jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
LauT kar main naa jauunga khali
Bhar do jholi...aaqa ji
Bhar do jholi..hum sab ki
Bhar do jholi..nabi ji
Bhar do jholi meri sardar-e-medina
Laut kar main na jauunga khali
Khojte khojte tujhko dekho
Kya se kya,ya nabi ho gaya hoon
O Bekhabar darbadar phir raha hoon
Main yahan se wahan ho gaya hoon
ho..De de ya nabi mere dil ko dilaasa
Aaya hoon door se main hoke ruhaasa
Ho..kar de karam nabi mujhpe bhi zara sa
Jab talak tu..jab talak tu panaah de na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jauunga khali
Bhar do jholi meri tajdaar-medina
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main na jauunga khali
Jaanta hai na tu kya hai dil mein mere
Bin sune gin raha hai na tu dhadkanein
Aah nikli hai toh chand tak jaayegi
Tere taron se meri duaa aayegi
Aye nabi haan kabhi toh subah aayegi
Jab talak tu Zunega na dil ki
Dar se tere na jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Laut kar main naa jauunga khali
De taras kha taras mujhpe aaka
Ab laga le tu mujhko bhi dil se
Jab talak tu mila de na bichdi
Dar se tere naa jaaye sawaali
Bhar do jholi meri ya Muhammad
Bhar do jholi..aaka ji
Bhar do jholi..hum sab ki
Bhar do jholi..nabi ji
Bhar do jholi meri sarkar-e-medina
Laut kar naa jauunga khali
Dum dum ali ali dum dum ali ali
Dum ali ali dum ali ali

Penyejuk HatiTempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang