part2

2.5K 130 13
                                    

Kya majburi itni badi ho sakti hai .
Kya pyar ke naam par sab kuch dhoka hota Hai
Par aisa kyoun hua humne to kabhi kisi ka bura nahi chaha phir humare saath aisa kyoun hua.
Yes kaisa insaaf tha Jo aliya ka dukh humare hisse me aya.aur humari khushiyaan Jin par sirf humara haq tha wo manik ne unko de di.sirf dosti nibhane ke liye baaqi har rishte ko tod diya.
Unhe sirf apna dukh yaad raha.

Itna kuch hone ke baad bhi kehte hai ke Maine kya gunha kiya sirf dusri shadi hi to ki.
Unke liye ye kehna asan hota hai lekin wo ye nahi jante ke jab hum unko aliya ke saath dekhte hai to hum par kya bitti hai.
Jab wo humare pyar ki nishani ko kisi aur ke age ignore karte hai to humara dil jalta hai .
Lekin wo phir bhi kehte ke wo hum see how pyara karte hai Aliya see to samjhota hua .

Ye end nahi hai aur bahut kuch Hai
Par mai bahut busy rehti hun .
Subha 5: 30 baje se raat 11baje Tak is iliye time nahi milta.aur agar mai free hui to updates padhti hun.
But I will try to update as soon as possible.
Please cooperate and be with me.
Ye choti si jhalak thi.....

Nandini manik aur Aliya ka confection agle part me honga.
Please apna vote dena aur comment karna...

manan osWhere stories live. Discover now