manik's pov:
hum manik malhotra sari duniya humain janti hai lekin hum khud se hi anjan hai .
24 saal phele aik pari humari zindagi me ayi aur unhone humare jeene ke mayne hi badal diye.hum unke saath bahut khush the lekin kismat ko kuch aur hi manjoor tha .hum kabhi unka dil nahi todna chahte the lekin anjane me tod baithe..
hum guehgaar hai hume unse wada nahi karna chahiye tha.
nandini ko aliya se koi takleef nahi ,takleef to unhe humne di humare ek gunha ne unhe har pal rulaya hai...
hum ye kaise bul gaye ke wo humare wajood ka hissa hai...
unhone hume kabhi maaf nahi kiya dimag se sab kuch qabool kar liya lekin dil ko nahi mana payi....kabhi kabhi hum unse ye bhi keh dete the ke humne shadi hi karli koi gunha nahi aise hazaroon log karte hai aur saath me kush bhi rehte ...
hum bhi kya karte agar wo hume takleef deti to hume manzoor thi lekin wo khud bhi takleef deti thi....humare bachchon me to unki jaan basi hui hai...
aur humne yaha bhi unke saath nainsafi ki humne apne bade bete arav ko hostel bheja....
wo jo apni maa ko chod kar nahi rehta tha aur nahi unki maa unse dur rehti thi humne un dono ko tadpne ke liye chod diya..iss baat me bhi hum majboor the arav ki shaitaniyan neeta(dhurav and aliya's daughter) ke saath badh rahi thi yaa shayed hume aisa lagne laga tha...
lekin humare gusse se humesha nandini unhe bacha leti thi
par jab humne neeta ko swiming pool me dobte dekha aur waha arav ko swiming pool ke pass dekha to apne hosh me naa rehte houe humne arav ko hostel bhejne ka faisla kar liya.nandini humse khub ladi lekin humne apna faisla nahi badla humne unhe bahut rulaya ...
hum nandini se kyoun mafi maang rahe hai jab humare dil ne hi hume maaf nahi kiya....kehte hai har admi ko uske kiye ki saza milti hai aur humne bhi mili apni beti ki taleef par ...
wo beti jiski maa bhi kisi ki beti thi..
jo humari wajha se khush na reh saki....
aur hum chah kar bhi unke liye kuch na kar sake....plz vote aur comments karo
and plz tell can i continue or not...,

YOU ARE READING
manan os
Fanfictionmanik plz kaho na ye sab jhot hai aap aisa nahi kar sakte. nandini Jo ho na wo ho chuka ab aap ko ye accept karna hi padega. kyoun kare hum nahi rehna hume apke saath.......