Two months after the BB ended, both Shilpa and Vikas started missing each other. They used to see their VMs made by Shikasians and be happy.One day, in Facebook Live Vikas said the Shikas Fans to stop linking them as it embarrases them.
IN VIKAS's CAR
Vikas: Live mai toh maine bol diya ki woh hume link na karein lekin mai toh chahta hoon ki woh hume ship kare.Wo jo VMs aur edits banate hai wohi dekhke toh main khush hota hoon. Ab toh woh shayad post bhi nahi karenge aur naraz bhi honge meri wajah se. Lekin main bhi kya karta Shilpa ko toh pasand nai hoga isiliye maine esa kaha.Toh theek hai koi baat nahi jo hoga dekha jayga.
IN SHILPA's HOUSE
Shilpa sees some sad tweets of Shikasians and gets confused as she did not know what had happened.She comes to know what Vikas had said in his live.
Shilpa: Ye Vikasji ne kya boldiya ki main inn sad cheezon se embarrass hoti hu.Maine toh aisa kabhi nahi bola hai. Mujhe toh khushi hoti hai shayad unhe esa feel hota hoga.
Shilpa opens her phone and searches for Shikas edits. She smiles seeing them.
Shilpa: Pata nahi kyun Vikasji aapko dekhne ke baad mera chehra hamesa khilta hai mere honthon pe ek bada sa muskaan aa jata hai aur mera mood bilkul theek ho jata hai. Esa kya baat hai aap me ki mujhe har waqt apki taraf kheech ke le ati hai.Wo din bhi kya the jab hum jhagadte hai aur phir humari dosti humari films,actors aur scenes ki baatein, saath me task karna, khana banana aur bohot kuch. Mein inn sab emories ko bohot miss karti hoon. Hum mil bhi nahi paate hai. Aap webseries ka bhi kuch nahi kar rahe hai.Aap ke bina toh maza hi nahi hai zindagi mein.(tears roll down her cheeks when she says this)
ON THE OTHER HAND
Vikas: I think mujhe kuch tweet karna chaiye,unhe bura lag raha hoga. Woh bhi toh mere fans hai,unhe bhi khush rakhna hoga mujhe. Shilpa ko mai bohot miss karta hu ar hum hangout bhi nahi kar pate hai kyunki yeh media kuch bhi likh deti hai.Shikasians ke vms aur edits ki wajah se toh main Shilpa ke paas reh sakta hun.Toh mujhe unhe rokna nahi chaiye.
As soon as he opens twitter he sees an edit of his and Shilpa
Vikas: Aapka yeh sundar chehra,meethi muskaan aur khoobsurat aankhe ki wajah se hi toh mai fasa. Koi insaan itna accha kaise ho sakta hai.Mai aap ko roz bohot miss karta hoon aapke saath bitaya hua har hassen pal mujhe yaad hai. Mai roz woh lamhon ko yaad karta hoon. Kaash hum mil paate.
Vikas: Idea..........
YOU ARE READING
The Life of Two Mature Colleagues
FanficThis is a fictional story about life of two mature colleagues Shilpa and Vikas #ShiKas What happens in their lives after two months of BB? Please do not take the incidents mentioned in the story seriously.This is just for entertainment purpose.