Assalamualaikum..
Yh meri pehli kahani hai...mujhe kch pata nhi k kahani kaise likhi jaati hai..Par koshish karongi k ise umdah lafzo me aap sab k saamne pesh karo...
Yh ek aise kahani hai..
Jis me najaane kaise ehsas chupae gaye ya bataye gaye..
Ise hum kya kahe?
Intezaar ya mohabbat?
Izhaar ya inkaar?
Dil ki awaaz ya duniya ki?Yh saare sawaalo ka jawab ap ko is kahani me milega.
Aur..
Agar ap ko yh kahani pasand aayi ho toh...vote zaroor de..Aur jaha hum galat jarahe hai waha hume sahi kare...Aur ha! Apni reading list me zaroor save kare♡...
Hum jitna jaldi ho sake...ap sab k saamne iss kahani ko pesh karne ki koshish karenge..Inshallah
...Mere kitaab ki kirdaaro par bhi nazar daaliye..•Hoor: Khamosh, Samjhdaar, bahaya, studing in 10th, dosti nibhaane me awal, apne rishto ko leke bht hi serious..!
•Zeeshan: Dusro ke Jazbaat ko samjhne wala ek naujawan...Apne dosto se bht Mukhtaliff..Duniya k naujawano me sabse alag..!
•Ayan and Shayan: hoor ke bhai's...apne baheno ko leke badhe hi possesive lekin apne ap ko leke nahi..!
•Rushna: hoor best friend, Raazdar, humsathi..
Well..yh bare hi ahem kirdaar nibhaate hai islye tazkeerah abhi kardiya...
Please do share about how much do you like my very fast novel...do comment....If you dnt like my concept or novel..please do post your opinion in my conversation...if you like...thn plz do vote...
Till Then
Keep reading
Keep writing...My lovely and dearest readers...
Thank you...Inshallah ap sab ko yh kahani pasand aayengi...!!!
YOU ARE READING
Ishaar E Mohabbat
Teen Fictionaankho k waar dil ko zakhm de gaye.. aankho ki khamoshi dil ko awaaz de gayi... jo honth khaali the lafzo se.. unhe alfaaz de gaye... jo samjhte the hum mukammal hai... woh hamein adhoora kar gaye...!!!❤ Yh shayari toh sirf ISHAARA hai kahani ka... ...