Khilegulab ka murjhana bura lagta hai, Mohabat ka yu haar Jana bura lagta hai, Faslemitanaachhi baat hai lekin, Kisi or ka unkekarib Jana bura lagta hai, Yu to chalti hai hawa Roz fizao me, Par uska unko chukarguzar Jana bura lagta hai, Unkihansi hi humesabsepyaari, Par unkakisikodekhkarmuskurana bura lagta hai, Intzar me unkebitadenge sari Zindagi, Lekinunka Yu milkebichhad Jana bura lagta hai, Keh to dete hain hum Roz bewafa unko... Par kisi or ka unpeilzamlagana bura lagta hai, Wo naam Tak na le humara Zindagi bhar Gam nahi, Par na Jane kyuunkelabo pe kisi or ka naam aana bura lagta hai...
~~**********~~
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।