Chapter 6

1.6K 71 4
                                    

When they were about to leave Jindal mansion Revati followed them

Revati : jiju rukiye please

Akshat : kya hua Revati

Revati : jiju aap log kahan stay karne waale h

Akshat : pata nahi rent par h rehna hoga ab hume jagah dhoond na padega

Revati : jiju kya aap humare saath chalenge don't worry mein aapko apne ghar le Kar nahi jaa rahi hu
Because apko pata hai na maa kaisi h

Please hume bas iss address par chalna h aapke saath please

Akshat looked at guddan

She nodded yes

Akshat : teek hai chalo

Soon they booked auto and reached location

The place had an individual house with outer garden area and parking

Guddan : chutki kiska ghar hai yeh

Bhushan came from inside and said

Bhushan : tumara h ghar h beta

Guddan and akshat took Bhushan blessings

Guddan : par papa i did not know that we had a own house

Bhushan : kyunki maine aaj tak iss baat ko chupa kar rakha tha

Yeh tumare maa ka ghar h after her death yeh property automatically tumare naam par transfer hogaya tha

Guddan : ab hume aapne yahan kyu bulaya hai

Bhushan : beta deko jo bhi Jindal bhawan mein hua uske baare mein hume revati ne bataya

Kisi durse k ghar mein rehne se acha h ki tum apne ghar mein raho

Akshat : par papa hum yeh ghar nahi le sakte

Bhushan : deko beta agar aap dono ki shaadi normal circumstances mein hua hota tab h mein iss ghar ko guddan ko de deta

Par tumari shaadi aisi halat mein hui ki hum ek pita hone k nate guddan k liye kuch bhi nahi kar paye

Please beta yeh ghar aur yeh jewels le lo mujhse agar tume lagata h ki tume nahi lena chaiye toh udhar par le lo jab ho sake hume wapas kar dena please

Akshat and Guddan looked at each other

Revati : please jiju papa se le lijiye na yeh sab badi maa ne di le chod k gayi h aakri icha thi badi maa ki jab unki shaadi hogaye toh yeh property aur jewelry unko dena chaiye

Maa k dar k wajah se papa ne bhi aapke liye kuch nahi kiya h please di tum bolo na jiju ko

Akshat : le lo guddan

Guddan accepted the house keys property papers and jewels from Bhushan

Akshat : thank you papa

Revati : acha bahut sentiment hogaya
Di ghar ki chabi do mein jakar aarti k taal lati hu

Guddan : kis liye

Revati : shaadi k baad pehli baar aap iss ghar mein aaye h toh gharpravesh toh karna padega na

Soon Revati bought the aarti taal

She did the aarti guddan pushed the kalash and dipped her hands in kumkum and placed her imprint on the wall

Akshat and Guddan entered the house

Both of them settled in the house

Revati and Bhushan took their leave

Guddan : aage kya karne wale h Jindal sahab hum

Akshat : business shuru karne k liye paise kam padenge

Kisi hotel mein kaam karna hoga mujhe

Guddan : kitne paise chaiye investment k liye

Akshat : 10-15 lakh

Guddan : dekiye aap kisi k under kaam karne se acha h apna khud ka business kare

Aur paison ki baat h na jo zewar papa ne hume diye h usse hum jirvi rakh denge

Usse paise aa jayenge

Akshat : Guddan woh tumare maa k zewar hai unki aakri nishani woh kaise jirvi rakh sakte hum

Guddan : dekiye jab business se profit aayega tab hum un zewar ko chuda lenge

Akshat : par 10-15 lakh se bhi ek chota business h kohl sakte h hum profit aane par bahut din yaa saal bhi lag sakte hain mujhe ab mere life k suru k din yaad aa rahe h
Jab mere pass kuch bhi nahi tha tab Antara ne bhi tumari tarah mujhe apne zewar diye the business suru karne k liye

Guddan : aapke paas toh hum hai na profit loss yeh sab samaj mein nahi aata hume aap jo bhi faisla karenge uss par hum humesa saath denge aapka

Akshat : thank you so much gudddan mera saath dene k liye

Guddan just held his hand

In Jindal mansion everything turned upside down Kishore decided to divorce durga but then durga was not ready to divorce Kishore and demanded huge alimony from him

Kishore informed durga that even if she does not divorce him he will never give her the rights of his wife again

Dadi refused to talk with durga saru and bua

Lakshmi took care of dadi

Kishore vardan and angad took care of business

All 3 decided to stay together during the bad time

Durga saru and bua were happy that guddan left the house

Durga and saru cared very little about AJ as they have got their share of property

Bua was sad she knew she had gone overboard but her pride was not letting her to apologize

In akshan home

Guddan was laying her head on akshat shoulder

Guddan : Jindal sahab aap kya khana kayenge raat ko

Akshat : aaj jo bhi hua usse mera dil bahut baar gaya h guddan mujhe bhook nahi h

Tum apne liye kuch bana lo

Guddan : nahi aap nahi kayenge toh hum bhi nahi kayenge

Akshat : Guddan

Guddan : no

Akshat : chalo mein kuch bana tha hu

Both of them cooked together and had their dinner

Soon it was time for them to sleep when they entered the room they found that only a single bed was available

Guddan : Jindal sahab ek h bed hai yahan aap bed par so jaye hum niche soo jayenge

Akshat : nahi iski zarorat nahi h
Kya tum mere saath bed share kar sakti ho

Guddan : par woh bed toh chota h kya aap adjust kar payenge

Akshat : aaj mujhe tumari zarorat hai guddan please

Guddan understood his emotions

Guddan : chaliye soo jaate h

Both of them slept together hugging each other sharing the single pillow that was available

akshan : new life Where stories live. Discover now