Chapter 7

1.7K 78 6
                                    

Next day akshat and Guddan woke up with a new ray of hope

Akshat left early to search for locations to start his new restaurant

Guddan wished him best of luck and sent him for work

Guddan started to clean and arrange the house since the house was not used for so many years

She tried to rearrange the house with the furniture and items that were available

She arranged the photos of Antara and her maa on the wall and did their pooja

She rearranged the entire house cooked food

Lakshmi called guddan

Lakshmi : hello sasuma kaisi h aap kahan h aap log

Guddan : lakshmi ji hum aur jindal sahab bilkul teek h ghar mein baki sab kaise h dadi kaisi h unhone apna medicines liya na

Lakshmi : yahan kuch bhi teek nahi h sasu maa

Dadi : la puttar phone mujhe de mein baat karti hu

Dadi : beta kaise h tu lalla kahan h

Guddan : hum teek hain dadi Jindal sahab bahar gaye hain

Dadi please aap apna dawai time par lete rahiye

Dadi : mujhe tumse milna h puttar aap jahan rehte h uss jagah ka address bolo puttar mein abhi aati hu tumse milne

Guddan : when guddan was about to say the address akshat came from behind and took the phone from her

Akshat : maa kaisi h aap

Dadi :lalla

Akshat : maa please apna dhyan rako aur medicine time par leti rehna

Hum dono safe hain maa mein khud aapse aakar milunga dont worry lakshmi bahu

Lakshmi : haan AJ

Akshat : maa ka dhyan rakna

Lakshmi : jee and disconnected the call

Guddan : aapne hume address kyu nahi bolne diya kya hum dadi se bhi nahi mil sakte

Akshat : aisa nahi h guddan iss sab mein maa ka koi dosh nahi h par jaav ko barne k liye time lagta h

Kuch Dino k liye sabse door rehna chata hu mein maa se phone par baat kar lunga mein

Tum chaho toh maa se jakar mil lo

Guddan : nahi aap nahi jayenge toh hum bhi nahi jayenge

Acha woh sab chodiye aaj ka din kaisa raha

Akshat : ek choti jagah mili h ek cafe khol sakte h hum uss jagah par deposit bhi kam h par jagah ko renovate karna padega aur 1 ya 2 employees bhi chaiye hoga

Guddan : yeh toh khushi ki baat hai na itne udaas kyu hai aap

Akshat : aaj mujhe pata chala ki kon apna hai aur kaun paraya

Mere purane business associates se help karne se saaf mana kar diya hai

Kya paisa h sab kuch hota h guddan

Guddan : nahi Jindal sahab aisa nahi h agar un logon ne aapko help karne se mana kar diya toh kya hua aap unn sabko dika dijiye ki akshat jindal ke pass aaj bhi dham hai aapne aap ko sabit karne ki

Akshat : mujhe ab kisi k parvah nahi h mein sirf tumari khushi chata hu purani batoon ko chod kar aage badna chahta hu

Guddan : mein bhi yahin chahti hu ki aap khush rahe

akshan : new life Where stories live. Discover now