Chapter : 1

3.2K 85 0
                                    

After akshat revealed that he and Guddan do not share normal husband wife relationship bua ji blasted at guddan for her inability to become neither mother in law, daughter in law or even a good wife

Akshat : bas kijiye bua ji humare personal life k baare main aise baat karne ka haq apko kisine nahi diya h

Bua : wah lalla tum ab mujh par badak rahe ho balki galati toh iss ladki k h

Jo isne tuje woh khushi di nahi h jiska tu haqdar h

Adhoora h yeh rishta ab tak aur shaadi k itne din hone k baad bhi tu ek 21 saal k ladki ko apne kabu par nahi rak saka

Akshat : aap ki soch galat h buaji yahan baat haq ki ya phir kisiko control karne k bare main hai h nahi

Bua : toh kaisi baat h lalla

Akshat : chaliye maan lete h guddan ne mujhe woh khushi nahi di jiska mein haqdar hu

Par kya aapne yeh kabi socha h ki aisa bhi toh ho sakta h ki maine guddan ko woh khushi nahi di jiski woh haqdar hai

Guddan held the hem of his shirt

Akshat turned back and saw her tear filled eyes

Guddan : please

Akshat was not able to see her tear filled eyes

Akshat left from there but before leaving he turned back and informed everyone

Akshat : aur sabko yaad rahe guddan ko koi kuch nahi bolega aap bhi nahi buaji warna mujshe bura koi nahi hoga

He left from there

Bua : pata nahi iss ladki ne aisa kya jaadu kar diya h humare lalla par

Aise toh iss ghar ko kabi waaris nahi milegi bhabhi

Guddan was unable to hear anymore taunts so she left for her room

Thankfully akshat was not there

She cried her heart out but she was unable to forget buaji's hurtful words
Voice over

Tu kabhi iss ghar ko waaris nahi de paogi

Tumne lalla ko woh khushi nahi di h jiska woh haqdar hai

Adhoora hai tumara rishta

Guddan then wiped her tears and decided something

Later when akshat entered the room guddan was waiting for him.

Akshat saw her tear filled eyes swollen all red

Akshat : yeh kya haal banaya h tumne apna guddan

Akshat sat near guddan kisi ne kuch kaha tume

Guddan nodded in negative

Guddan : Jindal sahab agar hum aap se kuch mange toh kya aap hume denge

Akshat : haan guddan bolo kya chaiye tume

Guddan : promise

Akshat : haan promise bolo kya chaiye tume

Guddan : hum iss ghar ko ek waaris dena chahte h

Akshat was shocked upon hearing Guddan's demand

akshan : new life Where stories live. Discover now