Part - 4 Meet again

526 52 3
                                    

After few minutes, Aditya enter in kanda house n he saw old man sitting there.

Aditya - Hello sir, I'm Aditya Hooda from Mumbai. Mujhe Mr. Jaala se milna h meeting ke silsile me.

Old man - ha ha jaala saheb ne bataya tha ki aap saher se aane waale h.

Aditya - ok, toh kya me unse mil sakta hu.

Old Man - maaf karna beta jaala saheb toh ghar par nahi h.

Aditya - nahi h se kya matalb h aap ka?

Old Man - woh achanak se jaala saheb ki chhoti beti ki tabiyat kharab ho gayi toh, saheb usse le kar Delhi gaye h.

Aditya - kya? mujhe jahaa meeting ke liye bula kar khud delhi chale gaye aisa kese kar sakte h woh.

Old Man - Beta agar emergency nahi hoti toh woh aisa balkul bhi nahi karte. Woh kya h ki unki jaan basti h unki beti me.

Aditya - Toh kab tak wapas aayege.

Old Man - Unka phone aaya tha parason (day after tomorrow ) subah tak aa jayege.

Aditya - ok fine, kya aap mujhe ye batayege ki yaha aas pass koi hotel h stay karne ke liye.

Old Man - uski zaroorat nahi h beta, jaala saheb ne kaha tha ki aap unke guest house me rahege.

Aditya - Thank god.

Old Man - ek baat puche aap se.

Aditya - ha bilkul.

Old Man - aap toh subah jaldi aane waale the toh itani der kyu ho gayi?

Aditya - mat puchiye kya hua? Ek bewakoof, pagal ladki ki wajah se der ho gayi warna me toh time par pahuch jaata.
Aditya in mind - Agar woh ladki mil jaaye toh batata hu usse me.

Old man - kaha gum ho gaye beta, chale.

Aditya - oh sorry chaliye.

Yeh hai woh guesthouse jaha aditya ko stay karna hai, par ek twist aur woh ye h ki yah guest house zoya ke ghar ke pass h, aisa keh sakte h ki aamne saamne

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Yeh hai woh guesthouse jaha aditya ko stay karna hai, par ek twist aur woh ye h ki yah guest house zoya ke ghar ke pass h, aisa keh sakte h ki aamne saamne.
Let's see ab aage kya hota h?

Khajjar at zoya's home-

Zoya painting kar rahi thi, usse painting karna achha lagta h. Usse canvas par khubsurat colors se art karne me alag hi khushi milti thi.

 Usse canvas par khubsurat colors se art karne me alag hi khushi milti thi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.
Bepannaah - Do pal pyaar ke(Completed)Where stories live. Discover now