CHAPTER - 2

565 28 5
                                    

PREETA LOST COMPLETELY  IN RISHABH THOUGHTS  REMEMBERING ALL THOSE MOMENTS THEY SPENT TOGETHER THAT SHE HAS'NT REALISE THAT RISHABH IS GONE FROM THERE.

Preeta - Rishabh? Kaha gye? Dhyan kaha tha mera? Mai bhi na ab kya karu kahan dundhu?

PREETA STARTS FINDING RISHABH

Preeta - Excuse me!! Apne Rishabh Luthra ko dekha h jo aj as a cheif guest aye the.
Person - Haan unko abhi maine bahar jate dekha hai.
Preeta - Thankyou!!

PREETA RUN OUTSIDE AND FOUND THAT RISHABH IS GONE.

Preeta - Rishabh kahan chale gye aap? (She starting crying)

Aise zaroori ho tum mujhko jaisey hawayein saanson ko,
Aise Talashun mai tumko jaisey ke pair zameeno ko.
Hasna ya rona ho mujhey,
Pagal si dundhun mai tujhey.
Kal mujhsey mohhobat ho na ho,
Kal mujhko ijazat ho na ho.
Toote dil ke tukdey lekar tere dar pe hi rehjaungi.
Main phir bhi tumko chahungi,
Is chahat me mar jaaungi.
Main phir bhi tumko chahungi.

SCENE CHANGE
AT RISHABH'S HOUSE

RISHABH  IS DOING SOME IMPORTANT WORK AND SUDDENLY SAW A PAYAL ON HIS DRAWER.

FLASHBACK

Rishabh - Preeta tumhari ye payal kitne purane zamane ki lagti hai ise change kyu nahi karti.

Preeta - Nahi kar sakti Kyuki ye payal mere liye bhot khas hai.

Rishabh - Aisa kya hai is payal mein?

Preeta - Ye meri maa ki payal hai unki akhiri nishani mai ise apne aap se alag nahi kar sakti.

Rishabh - Ohh!! I'm sorry,  I didn't knew that.
Preeta - It's OK!! Koi baat nahi.

“Preeta!! Tumhari ye payal aj bhi maine sambhal  ke rakhi ke kahi tum milo to lauta du tumhari amanat. Yad hai mujhey jab ye payal mujhey classroom me mili thi shayad tumse gum ho gyi thi, mai gaya tha tumhare pas par tum vha nahi thi. Khair kabhi to hamari mulakat hogi tabhi lauta dunga tumahari payal.

AT PREETA'S HOUSE

PREETA IS SITTING NEAR THE WINDOW IN DEEP THOUGHT WITH ONE PAYAL IN HER HAND.

Rishabh!! Us din maine apni do keemti cheezein  khoyi thi ek tum or dusri meri maa ki payal”.

Meri jaan mai har khamoshi le
Tere pyar ke nagme gaaungi
Mai phir bhi tumko chahungi”

Shrishti - Di kya hua ap ro kyu rahi ho?

Preeta - Kuch nahi aisey hi!! Tu bata tera din  kaisa raha??

Shrishti - Di ap baat mat badaliye, maa ki yaad aa rahi hai??

Preeta - Haan, Pata nahi kyu aj unki bhot yaad aa rahi hai. Accha tu ab soja subah jaldi uthna hai na.

NEXT MORNING
PREETA IS GOING TO NGO THROUGH CAB.
CAB DRIVER TURNS THE RADIO ON

RJ - Good Morning, Delhi!! So aj mai apke liye lekar aya hu ek special show jiska naam hai “Confess your feeling” Agar ap kisi ko apni feelings batana  chahte hain or unke samne kuch bol nahi paa rahe to call kijiye or apne dil ki baat batayiye.

Preeta - Shayad is show ke through meri baat Rishabh tak phuch jaye.

Preeta - Hello! My name is Preeta Arora.

RJ -  Heyy! Preeta, To bataiye ap kya confess karna chahti hain.

Preeta - Mujhey kuch confess nahi karna but apne Khoye hue pyaar ko dhundhna hai to saalo pehle mujhsey bichad gye the.

ON THE OTHER HAND
RISHABH AND SAMEER ARE GOING TO OFFICE
SAMEER TURNS THE RADIO ON

Rishabh - Sammy!!! Stop this Subah Subah ye FM chalu kar diya.

Sameer - Kya Rishabh bhaiya Kitne boring ho ap.

Rishabh - Turn it off.

Sameer - OK!!

Rishabh I hope tum ye sun rahe hoge”

Rishabh - Stop!! Sammy.
                                    
                                        To be continue....

RISHTA FF || ROOH - E - MOHOBBATजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें