Naina:mere pas time nahi hai..kya hai bolo?
Sameer:wo Mai... Aaj tumhko mere feelings ke bare main bolna chahti hoon
Naina:kya Sameer,
Sameer:i love you naina.. Mai tunhse bohot ziyada pyaar karti hoon... Tumhare bina ak paal mere liye mushkil ban chuka hai
Naina:Wah!.....Wah...
Sameer:kya hua naina?
Naina:acting bohot acche se karlete Ho.. Tumhko padhne ki zaroorat Kya hai... Actor ban jao
Naina:haan Kya naina, yeh naina ka dil to tumhne tor diya
Sameer:yeh Kya bolrahi ho.. Mai tumhse sacchi mein pyaar karta hoon
Naina:(rote huye) mujhe sab pata chal gya hai... Ab tumhe natak Nahi krna parega.. Aree Mai aapne dam pe top karti hoon nahi dhoke se
Sameer:haan Naina.. Mai janta hoon
Naina:to phir natak kyun kiya bolo?
Sameer:i know... mai tumse pyaar ka natak karraha tha..yeh mujhe laga ki Mai v tumhse bohot nafraat karta hoon...aur sunaina se pyaar karta hoon.. Paar Mai to galat tha... Pyaar ka ahsaas kabhi bhi Sunaina ke sath nahi hua... Jab v Mai tumhare sath hota tha mujhe kuch ajeeb se feel hota tha...sayed yehi pyaar tha jo Mai samajhh nahi paraha tha
Naina:paar natak to kiya?
Sameer:uske Liye sorry... Dobara aisa Nahi hoga
Naina:dobara!tumhe to Mai kabhi bhi maaf nahi karungi.. Aur Mai tumhe kyun maaf karoo.. Yani phirse meri dil todhne ke kousis karrahe ho? Shakal maat dikhana aapna
(In school 🏫)
(Sameer Naina se phir baat karne ki kousis karta hai.. Tabhi Naina chali jati hai aur ak ladke se takrati hai)
New boy:sorry naina
Naina:haan thik hai Parr tumhne mera name...
New boy:tumh iss school ki topper ho... Tumhe vala koun nahi janta
Naina:ohh achaa
New boy:hi...i am Kartik 😊
( ji aapne sahi suna Mitro... Aab to Kartik ne entry mar di... Aab Kya hoga... 🤔)
Naina :hello... Tumh konse class mein Ho?
Kartik:11th mai
Naina:same class
(Sameer undono ko aksath dekhkaar jalta hai.. Tab tak naina aur Kartik tab bohot baatein karti hai..)
Naina:kartik...tumhe to school mein pehli baar dekhi hoon.. Naye ho Kya?
Kartik :haa.. Meri yaha koi friend nahi hai.. Tumh Kya meri friend banogi?
Naina:yes..Paar dhoka maat Dena friendship mein (Naina yeh Sab baat sameer ko sunati hai)
Kartik:kya kehrahi ho? Mai vala mere friend ko dhoka kyun doon?
Sameer:naina,please meri baat sunlo
Sunaina:kya hua? Naina to Chali gyi.. Aur karoo pyaar
Sameer:chali kyun Nahi jati humari jindegi se
Sunaina:itni jaldi... Wo v bina tamasha na dekhke
Munna-pundit:akk kaam kar Tu
Sameer:kya?
Munna:wo jo Naya ladka aaya hai na?
Sameer:haan Kartik hai
Pundit :usse dosti karle
Sameer:paar usse Kya hoga?
Mundit:uske through Tu aapne dil ki baat naina tak pohuchayegi
Sameer:are bohot accha idea hai.. Thank you
Sameer:hello Kartik.. Kaise ho?
Kartik :mai accha hoon aur tumh?
Sameer:mai v thik hoon.. Hum aajse dost hai.. Okay?
Kartik :okay... (aur Sameer ko hug karta hai)
(ab yeh story konsa mor lega... Kya Sameer ke wajeh se naina Kartik se dosti todhdegi.. Ya ayegi koi bari tufaan.. Janne ke liye aapko intezar Karna paregi aagle part ke...)
Hello friends... Happy Independence Day.... Aj 73th Independence Day hai.. Sabhi Ko meri Taraf se Happy Independence Day.... Jai hind 🇮🇳
YOU ARE READING
Triangle Love
FanfictionHey guys I am Masuma. Yaha kahi Saree kirdaar hai.. Kuch aache hai to kuch bure.. Prr maza tab aayegi jab aaplog meri story padhenge 😇