•1• ||Poem On Depression||

353 29 60
                                    

"That's the thing about depression: A human being can survive almost anything, as long as she sees the end in sight. But depression is so insidious, and it compounds daily, that it's impossible to ever see the end."
― Elizabeth Wurtzel

########

Bas jeena chahti hoo!

Andhera hi andhera sab taraf,

Na koi roshni ke lauh hai,

Tapti registan mei jalti hui zindagi ko,

Bas pani ke uffan ka moh hai,

Kabhi aati hai zindagi mei aasah ki kiran shaadval (oasis) ki tarha,

Lekin fir andhera keech leta hai apko makantess (magnet in Urdu) ki tarha ,

Chain ke sans lena chahti hoo,

Bina koi smaaj ke bandisho ke,

Ek kdam uthau to bhi sehem jaati hoo,

'kahi kuch firse hogya to' iss vehem mei reh jaati hoo!

Bas itni tamanna hai, zindagi de-de ek mauka khul kar jeene ka,

Jismei na duniya ki taqlife ho,

Na dard mehsos karne ke liye koi gam!

Bas zindagi se zindagi mangna chahti hoo!

Bas jeena chahti hoo!

BY - Amaya Kashaf

||Beyond The World|| •Poetries And Shayaris• जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें