Kalank

24 8 0
                                    

Hawaon mein bahenge
Ghataoan maein rahenge
Tu barkha meri
Main tera baadal piya

Jo tere na huye to
Kisike na banenge
Deewani tu meri
Main tere paagal piya

Hazaron mein kisiko taqdeer aesi
Mili hai ek Ranjha or Heer jaisi

Naa jane yeh zamana
Kyu chahe re mitana
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Kalank nahi ishq hai kajal piya
Piyaaaa, piyaaaa, piyaaaa re
Piyaaaa Oo.......

Duniya ki nazaron mein
Yeh rog hai
Ho jinko who jaane
Yeh jog hai
Ik terfa saayad ho dil ka bharam
Do tarfa ho to, yeh sanjog hai

Laayi re humein zindagani ki
Kahani kaise mod pe
Huye re Khud se paraye hum
Kisi se naina jod ke

Hazaron mein kisi ko taqdeer aesi
Mili hai ek Ranjha or Heer jaisi

Na jaane yeh zamana
Kyu chaahe re mitaana
Kalank nahi ishq hai kajal piya...

Main tera, main tera, main tera
Main tera, main tera hu
Tera main tera, hu tera

Main gehra tawaz, tu sunehra sawera
Main tera Oo... main tera
Musafir main bhatka tu mera
Main tera Oo... main tera

Tu jugnoo chamkta,
Main jangal ghanera
Main teraaaaa, main teraaaa
Oo piyaaa main teraaa
Main tera, main tera, main tera
Oho... Main teraaaa

Ohho....

Singer : Arijit Singh
Movie : Kalank

               
                     

Lyricsiza : Falling Hard ‼ ✔Where stories live. Discover now