Sun zaalima mere
Saanu koi dar na
Ki samjhega zamaana
Tu vi si kamli
Main vi sa kamla
Ishqe da rog sayana
Ishqe da rog sayana..Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haayeJitni haseen ye mulakatein hain
Unse bhi pyari teri baatein hain
Baaton mein teri jo kho jaate hain
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haayeSun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabarHo Zaalima tere ishq 'ch
maingayi aa kamli... haaye..Main toh yun khada
Kis soch mein pada tha
Kaise jee raha tha main deewana
Chhup ke se aake tune
Dil mein samaa ke tune
Chhed diya kaisa ye fasaanaO... muskurana bhi tujhi se seekha hai
Dil lagane ka tu hi tareeka hai
Aitbaar bhi tujhi se hota hai
Aaun na hosh mein main kabhi
Baahon mein hai teri zindagi, haaye!Hai nahi tha pata
Ke tujhe maan lunga Khuda
Ki teri galiyon mein iss qadar
Aaunga ab har pehar...Sun mere humsafar
Kya tujhe itni si bhi khabar
Ki teri saansein chalti jidhar
Rahunga bas wahin umrr bhar
Rahunga bas wahin umrr bhar, haayeZaalima tere ishq 'ch main..
Singer : Akhil Sachdeva
Movie : Badrinath ki dulhania-By Fiza Quraishi
YOU ARE READING
Lyricsiza : Falling Hard ‼ ✔
RomanceLyrics of heartmelting, beautiful, romantic, elegant, hit and terrific songs and Bollywood numbers which can make anyone happy, joyful and glorious. For especially fans of the following Wizards(LOL Singers) 1. Arijit Singh 2. Atif Aslam 3. Udit Nara...