Mat aazma re, phir se bula re
Apna bana le hoon beqaraar
Tujhko hi chaha dil hai ye karta
Aa betahasa tujhse hi pyaar
Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karoHum zaar zaar rote hain
Khud se khafa bhi hote hain
Hum ye pehle kyun na samjhe tum fakht mere
Dil ka qaraar khote hain
Kahaan chain se bhi sote hain
Humne dil me kyun bichhaaye shaq ye gehre
Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karoTere hi khwaab dekhna, teri hi raah taakna
Tere hi vaaste hi hai meri har wafa
Teri hi baat sochna, teri hi yaad odhna
Tere hi vaaste hai meri har duaaTera hi saath maangna, Teri hi baah thaamna
Mujhe jaana nahi kahin tere bina
Tu mujhse phir na roothna
Kabhi kahin na chhootna
Mera koi nahi yahaan tere siva
Hasratein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Khwaishein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Chahatein baar-baar baar-baar yaar ki karo
Mannatein baar-baar baar-baar yaar ki karoMovie: Murder 2
Singer: K.K.
YOU ARE READING
Lyricsiza : Falling Hard ‼ ✔
RomanceLyrics of heartmelting, beautiful, romantic, elegant, hit and terrific songs and Bollywood numbers which can make anyone happy, joyful and glorious. For especially fans of the following Wizards(LOL Singers) 1. Arijit Singh 2. Atif Aslam 3. Udit Nara...