***
(ahahaha haha haha, rurururu ruru)
are re are yeh kya hua
maine na yeh jaana
are re are ban jaaye na
kahin koi afsaanaare re are kuch ho gaya
koi na pehchana
are re are banta hai toh
ban jaaye afsanahaath mera thaam lo
saath jab tak hobaat kuch hoti rahe
baat jab tak hosaamne baithe raho tum
raat jab tak ho
are re are yeh kya hua
maine na yeh jaananaam kya de kya kahe
dil ke mausam ko
aag jaise lag gayi
aaj shabnam ko
aisa lagta hai kisi nechhuliya humko
(are re are yeh kya hua)
maine na yeh jaana
(are re are ban jaaye na)kahin koi afsaana
(are re are kuch ho gaya)
koi na pehchana
(are re are banta hai toh)
ban jaaye afsanatum chale jaao zara
hum sambhal jaaye
dhadkane dil ki kahin
na machal jaaye
waqt se aage kahin na
hum nikal jaaye
are re are yeh kya huakoi na pehchana
hum mein tum mein kuch toh hai
kuch nahin hai kyaaur kuch ho jaaye toh
kuch yakin hai kya
dekh lo yeh dil jahaan tha
yeh wahin hai kya
(are re are yeh kya hua)
maine na yeh jaana
(are re are ban jaaye na)
kahin koi afsaana
(are re are kuch ho gaya)
koi na pehchana
(are re are banta hai toh)
ban jaaye afsana
(lalalala lala lala, lalalala lala)
(lalalala lala lala, lalala lala lala)***
KAMU SEDANG MEMBACA
LIRIK LAGU INDIA🇮🇳
FantasyBerisi kumpulan lirik lagu India😁 Semoga bermanfaat let's enjoy guyyss