Badri Ki Dulhania (Title Track) Song Lyrics
***Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiya
Khelan kyun na jaaye
Tu hori re rasiyaPuchhe hain tohe sari guiya
Kahaan hai Badriki dulhania
DulhaniaKurti pe teri malun gulaal
Rang bata blue ya laal
Air mein tere udte baal
Aaja rang doon dono gaalAreh sa ra ra ra
Areh sa ra ra ra
Areh sa ra ra ra
Kabira sa ra ra raBaby ke dekhe jhoomke
Laga de chaar thumke
Chhichore nache jamke re
UP mein din dahade
Window aur chat pe taade
Hum dekhe aankhen faade reArreh arreh...
Tujhpe tiki hai meri naughty nazariyaTujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhania
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhaniaRani bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhaniaMunia re munia
Badriki dulhania
Munia re munia
Badri ki dulhaniaHoli hai
Baby badi bholi hai
Baby ki rang di choli hai
Angrezi mein khit pit madam ri
Bura na maano holi haiRama rama gazab ho gaya
Tere se nazariya lad gayiAayi jawaani julm hoyi gava
Kis aafat mein padh gayi
Arre sa ra ra ra
Kabira sa ra ra raHo, rama rama gazab ho gaya
Tere se nazariya lad gayi
Aayi jawani julm hoyi gava
Kis aafat mein padh gayiHaaye main mar gayi
Sooli pe chadh gayi
No no no kehna tha
Lekin haan kar gayi
Dil tujhko send main toh kar gayi re
Main Badriki dulhaniaTujhko bana kar ke
Le jayenge ho Badriki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhaniaBaby ke dekhe jhumke
Laga de chaar thumke
Chhichore nache jamke re
UP mein din dahaade
Window aur chat pe taade
Hum dekhe aankhen faade reTujhpe tiki hai meri naughty nazariya
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Tujhko bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhaniaTujhko bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhania
Rani bana kar ke
Le jayenge Badriki dulhaniaMunia re munia
Badriki dulhania
Munia re munia
Badriki dulhania***
KAMU SEDANG MEMBACA
LIRIK LAGU INDIA🇮🇳
FantezieBerisi kumpulan lirik lagu India😁 Semoga bermanfaat let's enjoy guyyss