Jaaneman Aah

313 1 0
                                    

***


Teri ammi, meri mummy
Tere abbu, mere daddy
Teri mausi, meri khala
Tera brother, mera saala

Ishq mein saare ilzaam hai sache
Maine soch liya hai jo naam hai achhe
Do saal mein honge tere bache mere bache

Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah aah aah…

Hmm teri shopping ka sara bojh uthaunga
Daily bacho ko leke school jaunga
Par anniversary ko bhool jaunga
Kaho manzoor ye bhi kiya kiya kiya kiya

Haan, Kaho ke chuttiyan har saal milengi
Gift har haal mein kamaal milegi
Jo rulaya to jali daal milegi
Kaho manzoor ye bhi kiya kiya kiya kiya kiya

Haan aaj ke vaade forever hai pakke
Tere bhi iraade baby nahi kache
Do saal mein honge tere bache mere bache

Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah aah aah…

Haan main toh har shaam tera wait karungi
Tujhe picture ke liye late karungi
Iss tarah sari umar date karungi
Meri jaan taiy hai yehi ki kiya kiya kiya…

Yaaron ki partiyon ko chhod aaunga
Meri har ex ka dil tod aaunga
Teri kurti ke button jod launga
Meri jaan taiy maine bhi kiya kiya kiya…

Ek do baaki ab kaam hai ache
Chal tu bhi soch le jo naam hai ache
Do saal mein honge tere bache mere bache

Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah
Jaaneman aah, jaaneman aah
Gale lag ja, jaaneman aah aah aah..

***

LIRIK LAGU INDIA🇮🇳Tempat cerita menjadi hidup. Temukan sekarang