Chapter-16

636 85 31
                                    

Continue from last part

Ritik and Ruhi went to there home and thinking about Bela condition

On the other side Bela recalling her and his mahir ji and crying silently 💔

Next morning
Ritik went to Karan Bela father and for talking about Bela condition

Ritik: Hello uncle

Karan:Hello Ritik beta aur kaisai ho

Ritik:Fit an fine aap bataiye aap kaisai hai

Karan:Hum bhi fit an fine hai

Ritik:Uncle kya main apse Bela ji ke baare main pooch sakta Hun 

Karan get numb and looking at Ritik with serious eyes

Karan:Kyun Ritik beta apko Bela ke baare main Janna hai Kya main iss wajha ki wajha jaan sakta Hun

Ritik:Uncle woh main Bela ji ki condition ke baare main janna chahta hun ki Bela ji aisa chup chap kyun rehti hai ek khubsurat ladki hamari duniya main ek ajnabi jaisa bartaav kre jaisai woh iss duniya ki hai hi nhi

Karan:Tumhara problem yahi tak hai ya aur kuch jaane ka hai

Ritik stammered: Ji.....jiiii......mai.......main........Sam.......samjha......nnhi 😬

Karan:iss main samjhne ki kya baat hai main bas tumse itna keh rha Hun ki tum Bela ko Pyaar karne lage ho

Ritik:😬

Karan:Isiliye main tumhe Bata Dena chahta hun ki Bela tumhare layak nhi hai

Ritik:Layak nhi hai aap apni beti me baare main aisa kaisai keh sakte hai kon baap apni beti ke liye aisa bol sakta hai

Karan:Yeh main Bela ke liye hi kar rha Hun aur tumahre liye  aaya tha koi Bela ki zindagi main roshni le kar lekin kehte hai na ki khushiyan zyaada din nhi rehti aisa hi Bela ke sath hua uski khushiyan ek pal main bikhar gyi

Ritik:Aisa Kya hua tha Bela Ji ke sath kyun woh aisi chup chap rehti hai

Karan:Aaya tha koi Bela ki zindagi main

Ritik:Bela Ji jisse Pyaar karti thi woh ab kahan hai

Karan:Woh ab iss duniya main nhi rha

Ritik shocked:Kya

Karan:Agr aaj halat theek hote  aisai na hote toh mujhe khushi thi ki tum kaisai insaan ne Bela apne liye Chuna hai

Lekin ab main bhi haar Chuka hun main bhut bura Hun apni beti Bela ke chehre par ek smile bhi nhi la sakta 

Ritik:Agr main Bela ji ki zindagi main khushiyan loutane main apki help krun toh bela Ji ke chehre par smile kar dun toh

Karan:Toh main bhi bhut khush ho jaunga I am very happy

Ritik:Thank you in uncle apne haan kar di

Karan: Thank you toh mujhe kehna chahiye tum Jo Meri Bela ko khush karna chahte ho

Ritik:Unki khushi main hi main khush ho jaunga accha uncle ab jalta Hun

Karan:Okk beta mujhe kuch kaam se village jana hai mere ane Tak Kya tum Meri Bela ka khayal rakhoge

Ritik:Ji bikul main uska bhut dhyan rakhunga

Ritik went to his house and thinking how to cheer Bela mood Then Ruhi come to Ritik room and sit beside him

Ruhi:Bhai Kya hua aap Bela Bhabhi ke papa se milne gye the na kya kaha unhone

Ritik:...................

Ruhi:Bhai main apse kuch pooch rhi hun aap ko kya hau kuch bol hi nhi rhe

Ritik:Bela ne bhut kuch saha hai apne past main woh jisse bhut Pyaar karti thi woh ab iss duniya main nhi rha woh 3-4 months toh depration main rhi thi

Ruhi:What too sad for Bela Bhabhi itna kuch saha hai Bhabhi ne kitna bura hua unke sath

Ruhi in mind:I know kaisa lagta hai jab apne chod ke chale jate hai main ne bhi khoya hai jisse main bhut pyaar karti thi  he is mahir 🙄she is talking about Mahir

Ritik:Ruhi kahan kho gyi

Ruhi:Kahin nhi Bhai main bas Yahi soch rhi thi ki Bela Bhabhi ke sath Kitna bura hua hai 😟

Ritik:Hmmm ab main usse khush rakhna chahta hun usko haste hue dekhna chahta hun

Ruhi:Main bhi 😊

After some time Bela come on same location where Ritik and she argue she is walking alone and looking too sad 😟then she sit on bench Ritik come from back

Bela:Toh aap yahan bhi pahooch gye

Ritik:Mujhpe hamla karne se pehle meri sun toh lijiye

Bela:Dekhiye Ritik Ji

Ritik: Please

Bela:Boliye

Ritik:Dekhiye Bela Ji mann ki shanti na apko yahan mountains se milegi aur na hi aisai chup chap beth Kar  aur age aap shanti chahti hai toh mere sath chaliye 😊

Bela look at him
Bela:Aap kyun mujhe mere haal par chodna nhi chahte

Ritik:Bela Ji main apka dard mehsus toh nhi kar sakta but main apka dard samjh sakta Hun agr main apki taqleefon ka dard bantna chahta hun toh is main galat kya hai

Bela:Aur apke sath chalne se meri saari taqleefien dur ho jayengi mera sara dard dur ho jyega

Ritik:Main apko aisi jagha le jana chahta hun jahan dard ka naamo nishan nhi hoga 😟wahan aap jaisai aur mere jaisai log jaate hai

Wahan hamare jaisai kog bhuje hue dil le kar jate hai aur wahan se roshni le kar aate hai

Bela:Duniya main aisi koi jagha nhi hai 😟

Ritik:Aap mujh par bharosa kariye

Bela:..................

Ritik:Boliye aap mujh par trust karti hai

Bela:Hmm okk











I hope you guys like this part 😊 please give likes and comments next part coming soon 😊see you soon Guys














Love is blind (Completed)Where stories live. Discover now