Tum Kya samjhoge 💔

31 3 0
                                        


Kai subah aur Kai he raate yaado mein bitaye hai,

Na jaane kitney aansoo k, deepak maine jalaye hai.

Har Roz mili Hun khude mein andhero ki galiyaron mein,

Tum Kya samjhoge har roz ka marna,let Kar dard ki baahon mein.......

Ehsaasकहानियाँ जो दीवाना बना दें। अभी खोजें