Next morning.... Sameer ki aakha kholti hai or naina par jata hai naina sameer ko hug kr ke so rhi hoti hai.... Sameer naina ke forehead pr kiss krta hai... Naina ki aankh khul jaati hai aur Sameer ko Dekhti hai.....
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Naina Thodi Si upar hokar Sameer ke lips per apne liye per Rakh deti hai aur kiss karne Lagti Hai Sameer Naina Ka Sath Deta Hai.... donon Ek dusre ko kiss Karte Hain. .. Sameer naina ki neak pr kiss karta hai... Naina aahhh sameer please abhi mt kro .... Sameer Kyon abhi Kyon Na Karun Hamen honeymoon pr Aaye Hain To Romance To Main Karunga hi na meri cute Si wife..... Naina Sameer please abhi mat karo han tum Romance karna lekin Yahan Par nahi Ghar jakar kar..... Sameer pahle thoda Sochta Hai FIR Ok Naina chalo tum jaldi se Naha Lo aur ham chaaro ke liye breakfast banaa do FIR Ham Ghar Ke Liye niklenge Kamya aur Rohan bhi Aane Wale Honge.... Naina ok my cute hubby abhi jaati hun fatafat Sab ready kar deti hai..... Naina sab ke liye breakfast banati Hai Sameer bhi taiyar hokar niche aa jata hai..... Naina kitchen Mein kaam kar rahi Hoti Hai Sameer Naina ko piche se jakar back hug karta hai ..... Naina Sameer kya kar rahe ho Chhodo Mujhe .... Sameer Naina Romance karne ke liye tum ne mana kar diya lekin ek kiss to de sakti ho na please ....
ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।
Naina thoda sa blush Karti Hai FIR Aage Badhkar Sameer ke lips per Apne Lips Rakh deti hai aur donon kiss karne Lagte Hain FIR UN donon ko Achanak Se Kisi ke hansne ki awaaz hoti hai aur donon alag Ho Jaate Hain..... Rohan bhai aap ka Romance kitchen mein bhi shuru ho gaya .... sameer blush karta hai.... Naina vha se cahli jati hai... Kamiya me naina ko dekh kr aati hu jb tk Rohan tum breakfast table per laga do Shayad Naina Ne breakfast banaa liya hai.... Rohan okk medam... Rohan or bhai kal ki r kaisi gyi maza aaya bhabhi ke sath... Sameer just shut up Rohan me puchta hu tujhe kamiya ke sath tujhe maza aa rhe hai... Rohan sorry bhai... Sameer chal mere liye coffi bna nai a ne nhi banni hai..... Rahan ok bhai aap baitho me abhi lata hu... Sameer smiles krta hai Phir Charon Milkar breakfast karte hai aur apne naina sameer apne farmhouse per ke liye nikal Jaate Hain Aur Kamiya or Rohan ko bhi bol Dete Hain sham ko unke Ghar dinner karne ke liye.... Sameer car chala raha hota hai Naina set pr Baithe Baithe so rahi hoti hai...... Sameer naina ko dekh kr smile krta hai.... Phir dono farmhouse aa kr so jati hai... 2 gahnte bad nai a ki aakho kholti hai sameer ab bhi so rha hota hai... Naina dono ke liye launch ban degi hai... Naina..sameer ko uthti hai... Naina samee please uth jao mene launch ban liya hai... Sameer mujhe abhi nhi krna mujhe sona hai pori rat to soya nhi abhi bhi nhi so kya... Naina kisi ne mana kiya tha sone ke kiye... Sameer naina ko upar khichta hai agr so jata to tume ji pr ke pyar kaisi krta meri jaan..... Naina blush krti hai... Naina sameer please chodo... Sameer naina chod doga pahle tum mujhe bolo tum mujhe rat ko bhi pyar krne dogi... Naina please sameer...... Sameer ha ya na... Naina ha ab chodo... Sameer naina ko chod deta hai... Rat ho jati hai... Naina Charo ke liye dinner banaa Deti Hai Rohan khamiya Sameer Naina Char Mil Ke Khoob Masti karte hain dinner karte hain sath mein aur .... Sameer aur Naina Rohan aur Kamya ko Apne farmhouse Mein hi rok Lete Hain.... Kamiya mujhe to nid aa rhi hai me sone ja rhi hu... Roahn me bhi.....