missing nadani

3.4K 212 10
                                    

part 6
"Vada sath  janmon ka "
manan ki shadi nandani ke samne manik ka sach aana ab aage .

two months leap

malhotra menstion

raj malhotra bed par life less lete hai tab  hi manik room main aata hai .

manik - hai dad kaise hai aap .

raj - main...thik...

manik - are wah papa aap bolne lage thats good .

raj - nandani ...mili.....

manik - nahi.papa nahi mili .

raj - rone lagte hI ... shanti.. maf ...
nahi ...chup ho jaate hai .

manik -papa main koshish kar raha ho aap stress na le sab sahi ho jaayega .par aap akele kyu the sab kaha hai .

raj - nahi ....pata .....

manik - ramu kaka kaha hai aap yahan aayiye .

ramu kaka - ji chhote sahab .

manik - sab kaha hai papa akele kyu hai .

ramu kaka - shab ji mukti bibi colege gayi hai dhurav baba ka pata nahi aur malkin party main gayi hai .

manik - kya papa ko aisi halat main chhod kar mom party main kaise jaa sakti hai .

ramu - woh mughe keh kar gayi thi bethne ke liye main hi tha sahab ke pass abhi gaya tha soup  banane ke liye .

manik - ok kaka aap papa ke pass hi rehna main aatabhon .

manik room main aata hai aur call karta hai .

manik - sahil pata chala kuchh .

sahil - no sir nahi pata chala ki woh kaha gayi koi nahi jaanta  .

manik - ok tum dhondne ki koshish karte raho .

call cut kar deta hai .

manik kaha ho nandani kaha talash karo tumhe jab tak tum nahi aaogi papa thik nahi ho sakte plese lot aao kaha chali gayi tum sab to thik tha oss din phir kya hua kaha chali gayi tum .

flash back .

nandani wash room se bahar aati hai aur manik wash room main jaata hai nandani baal bana rahi hoti hai tab hi raj.ki awaj aati hai .

raj - manik nandani jaldi aao beta dekho shanti ko.kta ho gaya

manik wash room se Ur nandani room.se pagalo ki tarha bhag te hai .

manik - mom kya hua aap ko ye khon kaisa .

shanti - maira jaane ka waqt aa gaya beta .

nandani - no mom aap  aise mugheakela chhod kar nahi jaa sakti .

manik - no mom aise kaise keh sakti hai aap 25 sal se aap se dor tha kam se kam 25 din to aap maire sath  hoti aap to 25  hour main hi mughe chhod kar jaa rahi hai ye galt baat hai mughe abhi aap se bahut sari baate karni hai bahut sari zidd karni hai aap ki god main sar rakh kar sona hai aap kaise jaa  sakti hai aise  koi karta hai kya .

shanti - maire pass jyad waqt nahi hai raj ek kaam.karoge maira .

raj - kya  shanti .

shanti - main suhagan marna chahti.hon kya tum mari maang main  bharkar mairi ye khawahish poribkaroge .

raj - han kyu nahi magar oske baad tumhe sahi hona hoga shanti .

shanti - kaha se vada karo raj waqt hi nikal gaya plese  raj .

raj pass rakhe sindor se thoda sa sindor lekar mang bhar deta hai aur shanti apni aankh band kar leti hai .

raj - shanti .

nandani manik  maa .

par maa ja chuki thi phir phir papa ke perelised ka atak aaya shamshan main aur wahi se papa ko lekar main.hospital ke liye rawana ho gaya tume inform bhi nahi kiya das din ke baad jab papa stable hue to onjone tumhara pochha to tumhara khayal aaya aur tumhe lene main waha gaya to tum waha nahi thi gate par tala laga tha tab se talash kar raha ho tumje par tum nahi mili kaha ho tum nandani kaha talash karo tumhe .papa roj wait karte hai tumhara kaha se laao tumhe .

vada sath janmo ka (,complite)Where stories live. Discover now