you are mine only mine.

3.4K 206 20
                                    

part 5

" vada sath janmo ka "

manik nan ka bond aur majbot hota hai ab aage .

nandani brakfast bana kar manik ka wait kar rahi hoti hai par woh nahi aata hai .aur gusse mani nandani colege chali jaati hai .

colege canteen

nandani gusse main bethibhoti hai tab hi navya aati.hai .

navya - ye aaj face par  red colour kyu pent kiya hai.

nan - plese dont tese me yar main pehle hi gusse main hon .

navya - hua kya ye batao kiju ne kuchh kaha kya .

nandani - tumhare jiju kisi kaam.ke nahi.hai mughe kaha main nashta tumhare sath karonga maine bana liya but nahi aaye phone kiya to phone ricev nahi kiya sweetch off batata raha tha raat ko to itna pareshan the ki mughe chhod .chup ho jaati hai .

navya - rat ko kya nandu kya tere sath hi soye the jiju wow yar tere to maje hai .

nandani ghbhra kar nahi nahi aisa kuchh nahi jaisa tu samgh rahi hai .

navya - achha to kaisa hai nandu .

nandu blush karte hue sab bata deti hai .

navya - oye hoye bade maje aarahe hai tughe to hath pakd kar sote hai jiju not bad .khana bhi tere sath khate hai kya baat hai yar phir nashta kyu nahi kiya tere sath .

nan - mughe kya malom kyu nahi aaye nashta karne ab kahenge to bhi khana nahi banane wali main .

tab hi soha aati hai .

soha - hello girls  kya ho raha hai to day i am so happy manik aaj maire sath tha humne sath brakfast kiya khub maje kiye so aaj koi ladai nahi kisi ke sath .

nan ye sun kar shoked reh jaati hai aur gusse main wahan se oth.kar chali jaati hai .

soha - isse kya hua aaj main normel ho to ye ibnormel kyu bihave kar rahi.hai .

navya - sar main dard ho raha hai oske issliye .

soha - poor girl .

navya nandani kebpichhe jaati hai .

navya - nandani suno to .

nandani - kya suno han dekh liya tumhare jiju ko.sukon chahiye hota hai mughe hug karte hai restless hote hai maire pass so jaate hai aur ab dekho brakfast kiske sath kiya iss soha ke sath jiski shakal se mughe nafrat hai .

navya - yar ek.dum se kaise ose chhod de fianse hai woh manik.ki juat chill yar kahi nahi jaane ke jiju aayenge tere pass hi ek din .

nandani - aankho main aanso lakar pata nahi kya hai mairi.kismat main kuchh bhi achha nahi hota maire sath agar manik na mila na mughe to mar jaaongi main .

navya aanso saf karke are itni bahadur ho aur itni si baat se roone lagi kuchh nahi hoga sab thik.hoga chalo class atend karte hai .

evening .

nandani apne room main stidy kar rahi hoti hai tab hi bell bajti hai .

nan - kon hai

manik - main ho

nan - main kon .

manik - manik.yar kholo gate .

nandani beman se gate kholti.hai aur waps room main chali jaati hai .

manik.ye dekh kar chonk jaata hai

manik pov aaj koi smile ke sath welcone nahi kiya gusse main hai par kyu 

vada sath janmo ka (,complite)Where stories live. Discover now