hurt manik caring nandini

3K 190 18
                                    

14

Vada sath janmo ka "

manik nandani ke cute moment ab aage .

nandani apni room main bethi hoti.hai tab hi phone ki bell ring karti hai .

nandani - hello navya kaise call.kiya tumne .

navya one week ke baad maire ghar par shadi hai maire cousen ki.aur tumhe maire sath chalna hai so shoping kal hi karenge hum.dono..

nandani - but main kya karongi jakar yar .

navya - shadi atend karogi aur kya .

nandani - thik.hai chalongi cabir jiju bhi jaa rahe hai.kya .

navya - -han woh bhi jaayenge majbori.hai .

nandani - to mairi majbori ko bhi sath le chalo na sath .

navya - matlab manik jiju ko.hai na .

nandani - han mairi majbori wahi hai aur kon hai .

navya - cabir se baat karke dekhti ho maan jaaye shayad .

nandani - tumhari baat to woh kabhi talne wala nahi.hai .

navya - han ye to.hai .

nandani - chalo thik hai ab aaram karo tum bhi aur main bhi .

manik  apne room main betha hota hai .

tab.hi nyu aati.hai .

nyu - beta kya ho raha hai .

manik - nothing mom aayiye .

nyu  - iss ladki ka kya karna hai manik jo guest room main bethi.hai .

manik-  kyu mom kya hua .

nyu - kya hua 25%  propeety par right lekar bethi hai

manik - han to papa ne hi di hai ye property ose hum.kya kare .

nyu- pata nahi oss shanti se kab mile  tumhare papa jo property hi name kar di oss bitch ke .

manik - bas  mom dont say any word about shanti mom .

nyu - shanti mom kab se hui tumhari .

manik - jab se aap hui tab se woh mairi real mom hai aur aap serogete mother hai aap ne onke sath kya kiya main sab jaanta ho samghe aap mairi maa ne agar nandani ko apni property di haito de di aap ko kya farq pad raha hai isse aage se mairi maa ke liye koi galt words aap jaban par nahi laayengi ye yad rakhna aap .

aur waha se chala jaata hai .

nyu - isse sab pata hai isske bap ne bataya hoga isse par ye maira beta hai main isse nahi.kho sakti kal.ko ye bhi hath se nikal gaya to main kya karongi jad se jald ab soha ko.iss ghar main laana hoga  nahi to ye bhi hath se chala jaayega aur woh main hone nahi dongi  wese bhi ye ladki shanti ki beti hai to manik ki to behan hui to main iski tarf se ho befikar ho oske sath agar rishta nibhata hai to nibhaye mughe kya .

nandani room .

nandani bed par bethi apni book padh rahi hoti hai tab hi gate par knok hoti hsi

nandani - iss waqt kon aaya hai .

jaa kar gate kholti hai samne gusse main bhara manik khada hota hai .

manik.sidha ander aata hai aur couch par beth jaata hai .

nandani gate band karti hai aur kitchen main jaakar manik.ke liye pani le ker aati hai .

nandani - lo.pani pi lo .

manik -chup chap  oske hath se pani lekar pi leta hai .

nandani - ab batao kya baat hai itna huper kyu ho rahe ho aap koi baat hui.hai kya .

manik kuchh nahi bolta aur nandani ko tightly hug kar leta hai .

nandani shoked reh jaati hai par manik ki tight grip ko dekh kar osko back hug kar keti.hai aur bachcho ki tarha ose console karti hai back par hath se thapki maar ke .

nandani - manik wats up hua kya hai mughe batao na .

manik - plese  nandani kuchh der mughe aise hi rehne do .

nandani - ok

manik  bahut der tak  nandani ko hug kiye betha rehta .

nandani - manik ab mughe chhodo aur bolo.kya hua hai aur tum.itna lste maire room main kya kar rahe ho .

manik.hug brok karke main aaj yahi sone wala hon bas .

nandani - what do you mean manik.yahi par sone wale ho ye kaise mumkeen hai .

manik - kyu mumkeen nahi.hai hai han kyu mumkeen nahi hai tum msiri patni ho main yahan so sakta ho .

nandani - sirf teen log jaante hai iss shadi ko.aur  koi nahi phir tum yahan.par raat kause gujar sakte ho no never tum yahan se jaao abhi aur osi waqt .

manik - maiea dum ghut eaha hai waha par main nahi so paaonga plese nandani mughe sone do aaj rat yahi par plese main tumhe parwshan.nahi karonga .

nandani - but manik bed to ek.hi hai hum kaise ek.hi bed par .

manik - rum ek side aur main dosre side so jaaonga dont wory .

nandani najre churate hue but rat ko agar tumne kucgh olta sidha kiya to .

manik chonk.kar olta sidha kya .

nandani - woh rat ko.agar tum apni side se mairi sude par aagaye aur mughe se kuchh aisa wesa kita to .

manik - to.kya nandani bolo .

nandani - kychh nahi .

manik - main to side se nahi hatne wala tumhara main nahi keh sakta mrs malhotra tum ne side change kar ki to main kya karonga .

nandani - main kyu side change karo ngi kon sa andhera hai yahan par .aap ne khana kha liya 

manik - nahi .

nandani - what ab tak nahi khaya khana roko bana kar laati ho .betho

phir jaldi jaldi nabdani khana bana kar laati hai aur manik ko.khana khilati hai .

nandani - chalo ab so jaao main bhi aati ho.kitchen ka kaam.khatam karke .

manik - ok .

manik bed ki wk side par jaakar let jaata hai aur jan nandani room msin aati hai to woh gehri nind main so chuka hota hai .

nandani - oske pass jaakar ose blankit se cover karti.hai aur oske forhead ke baalo ko.pichhe karke pata nahi kya baat thi jisne tumhe itna hiper kiya but thank god ab sab thik hai so gaye aaram se .

phir apni tarf ka pilow set karke nandani manik ko dekhte dekhte so jaati hai .

next morning .

nandani ki ankh khol.jaati hai aur ye dekh kar oske face par smile aajati.hai manik chhote bachche ki tarha nandani ka hath pakde so raha hota hai .

nandani - itna bada hai aadat bachcho wali hai kaise gath pakad kar so raha hai .

apna hath khinchti.hai aur manik ki aankh khol.jaati hai .

manik - good morning nandani .

nandani - goid mirning  plese manik ab aap jaao yahan se jaldi se jaldi sab so rahe hai koi dekh na le aap ko.plese .

manik - ok jaata ho yar kyu dar rahi ho itna .

manik oth kar nikal jaata hai phir palt kar

par brak fast yahin par karonga main ok bana lena maire liye bhi .

nandani - smile karke ok ab jaayiye .aap .

manik - ok jaata ho .

nandani smile karte hue gate band kar deti hai aur room main aakar manik je pilow ko hug karke phir so jaati hai .

vada sath janmo ka (,complite)Where stories live. Discover now