Har Koi Matlabi...😧

1.1K 329 97
                                    

Tum hosh mein nahin ho rohan is liye kuch bhi bole jaa rahe ho...!!!
Preeti spoke In light
voice trying to take him away

Acha hain...jo aaj hosh main nahi hoon kam se kam sabko pata toh chalega...ki main
bhabhi se kitna pyar karta hoon
He said In soft
voice touching her face lovingly

Naina jerk down his hand, saying In anger - pagal ho gaye ho kya tum rohan...kaisi beh
ki beh ki baatein kar rahe ho...🥺

Yeh haqeeqat hai
bhabhi...yes I love you so much koi bhi nahi dekh paya mere pyar ko aapke liye...agar samjhte toh aap ki shadi bhai se nahin karate
He spoke his eye becoming wet

Kya kehna chahte ho tum...?? She utter In chocked tone
astound to know his love for her

Kyu...bhul gaye, shadi ke liye rishta aap ka mere liye aaya tha mere bhai yani sameer bhai ke liye nahin...aapki shadi
mujhse honewali thi bhai se nahi
aap mere banne wale the Inke nahin...lekin bhagwan ko kya pata shayad kuch aur hi manzur tha Is liye aapki jodi bhai ke sath banali
Rohan disclose an reason
that was hided by everyone...💔

Mujhe toh aap se pehli nazar me hi pyar ho gaya tha...aap ki aankhon main ek alag hi nasha hai jisne mujhe aapka deewana bana diya...mein bas aap ke meri life main aane ke sapne dekhta tha...mujhe aap bahut, hadh se zyada pasand aa gaye the...lekin aap dono ne kya kiya mere saath rishta bhabhi ka mere sath tay kiya tha...aur fir khud
ki hi love story declare kardi...aap dono ne apne matlab ke liye mera use kiya...aap ne jaan bujh ke naina bhabhi ka rishta mere liye bheja taki aapka
khud ka rasta clear ho sake...😡
He said further In exasperation looking the both culprit
who use him for their own mean

Kuch bhi mat bolo...sameer
bhai kabhi aisa nahi kar sakte hai
Preeti said In defense of her brother In law, not believing
the story he Is narrating to them

Kar sakte hain...Inhone aisa hi kiya...Inme himmat nahi thi apna pyaar direct mama ji aur mami ko batane ki...Isliye Inhone pehle bhabhi ka rishta
humare yahan bheja...mere liye, taki ek baar sabko woh pasand aa jaye...toh yeh apna
pyaar ka Izhaar kar sakte hain
mujhe toh bas Use kiya gaya hai In sab main...ek baar toh keh dete bhai ki aapne yeh rishta apne matlab ke liye joda hai...main woh sare sapne to nahi dekhta atleast

Mein toh ek Mohra banke reh gaya tha Inke liye...bhabhi ne bhi koi signal nahi diya jise muje pata chale ki unhe mujh main nahi balki sameer bhai me Interest hai
woh bhi aise baat karti thi maano unhe me bahut pasand aa gaya hoon...batao Isme meri galti kaha hai, mujhe kyu Istemal kiya In dono ne...sidha sidha keh dete ki mujhe naina se pyaar hai aur me Isi se shadi karuga
Itna sab kyu kiya bhai aapne...😢
Rohan said everything In hurtful voice, broken for
being ditch by his own brother

Humne koi tumhe dhoka nahi diya hain rohan...maine khud tum he kitni baar koshish ki batane ki lekin tumne meri baat suni hi nahi...jante hai jo kiya woh nahin karna chahiye tha...lekin uske siwaye aur rasta bhi kaha tha, humein darr tha ki kahin humara pyar jaan ke...humare parivaar wale humein alag hi na karde Is liye yeh sab kar ke
hum unki rai janna chahte the bas
kisi ko bhi hurt karne ka
Iraada nahin tha humara sach me
Naina said In gentle voice, telling him that she had tried so many time to tell him their
plan...but he never listened to her

Maan liya ki aapko parivar walo ki hi rai janni thi...toh rishta mere liye kyu bheja
direct bhai ke liye bhej dete...🥺
He questioned them to know why did they sent her alliance to him

Nahi...kyu ki tauji ko shayad se shaq tha pehle se ki mera
sameer ke saath kuch hai...Is liye
hum kisi ko bhi bhanak tak padhni nahi dena
chahte the humare pyar ko lekar
pehle se sab ko pata chal jata
toh humari shadi kabhi nahin hoti
Naina gave an reason to him

Arey toh baad mein toh pata chal ne hi wala tha na...baad main bhi toh humare sagai ke din aap dono ne bata diya apne
pyar ko...toh pehle hi bata dete

Haan lekin pehle se bata dete toh bahut hungama hota...kyu ki dono parivaar ek dusre ko nahin jante the bilkul...na mere gharwale sameer aur uske parivaar ko jante the na sameer ke gharwale mujhe aur mere family ko...toh hum kaise batate kisi ko bhi apne pyar ke bare main...sagai ke din bataya toh us time sirf daant padhi kyu ki meri family jaan gayi thi ki sameer bhi acha ladka hai, warna woh use galat tarike se judge karte pehle bataya hota toh...woh use direct reject kar dete mere liye...bina yeh jane ki hum
dono ek dusre ke liye Perfect hain
She spoke in clear tone, erasing his doubt and apprehension...😮

Waah...kya bahane hai, aap dono ki wajah se bich main me pista gaya...kisi ne bhi ek baar mere bare main nahi socha...ki mujhpe kya beetegi...mera dil
kitna tootega sach janne ke baad
khair aap selfish logo ko
bolke kuch matlab hi nahin hain
Rohan said In revengeful eye

Tu humein kya selfish keh raha hain saale...tune khud ne kya kiya hai...jab preeti se pyar karta tha nahin toh use shadi kyun ki...kyu us bechari ko Itne din dhoke mein rakha...mana kar deta shadi karne se kaun sa force kar raha tha mein tujhe usse shadi
karne ke liye...bol jawab de ab 👿
Sameer spoke this time In anger ragging Inside him
for cheating to Innocent preeti

Kyu ki muje badla lena tha...mein chahta tha ki preeti tadap pe mere saath shadi kar ke...use wahi dukh aur dard
mile jo bhabhi ne mujhe diye hain
He utter his eye filled with hatred

Ek sec...preeti ko dukh
dene se mera kya lena dena hain
Naina asked astonishgly, thinking that what might be the reason for marrying with preeti
and giving her the pain...??

Bata doon bhai...? Rohan said In evil smile looking to daze sameer

He nodded In no, pleading him through his eye to not
reveal the secret atleast not now

Aaj toh aap bhi woh raaz jaan hi lo jo barso se chupa hua hain...!!!

Preeti koi aur nahi balki
naina bhabhi ki sagi behen hain
real sister hain yeh dono...😬 He declared a shocking secret to them, jolting the both sister totally

How Was The
Unexpected Revelation...?? 😉

𝗔𝗱𝗵𝘂𝗿𝗶 𝗭𝗶𝗻𝗱𝗮𝗴𝗶 𝗞𝗶 𝗗𝗮𝘀𝘁𝗮𝗮𝗻जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें