shot 10

726 46 2
                                    

Tina-- of course tune us se dosti kar li hogi.
Preeta-- in a away no..
Tina-- matlab
Preeta-- matlab yeh ki karan ko toh mujhse love at first sight ho gya tha.. Par shayad mujhe at that very moment us se love ho gya... Aur imagine hum dono is baat se anjaan the ki hume ek doosre se pyar ho gya hai ... Maine us din uska dosti ka proposal accept nahi kiya tha... Mere liye to love proposal hi tha... Kyun ki mere sath jo kuch bhi hua uske baad toh mujhse koi shaddi kar hi nahi raha tha par usne mujhse shadi karne se mana nahi kiya toh aise insan se kise pyar na hojaye.....Par us samy it was just dosti ka proposal

Flashback

Preeta-- yes... Yeh koi puchne ki baat hai... ( taking the chocolate from his hand) vaise maine tum  se sirf is chocolate ke liye dosti ki hai.. Kyun ki mujhe pata hai ki mujhe ab kuch dino ke liye bahar ka khana nahi khane ko milega...

Karan-- kyun

Preeta-- (while eating chocolate)haww bhool gye humari shaddi hai budho... Isliye fit dikhne ke liye dieting... Aur doosra reason aur actual reason yeh hai ki maa mere ajj behosh ho jaane ke baad yeh bhool jaengi ki main is sehar ke sabse bade hospital ki owner hu aur sabse zyada achi doctor.... Aur humesha mera fever check karti rahengi aur khichdi khila khila kar bore kardengi....

Sarla--( coming inside the room and snatching chocolate from her) jab sab janti hai toh kyun kha rhi hai ....

Preeta-- maa chocolate vapas karo aap jante ho na ki I love chocolate s... Plz vapas kardo...

Sarla-- No means no..

Karan-- aunty de dijiye na... Meine use diya hai.. Plz

Sarla-- par..

Shrlyn-- ( while entering the room with all family members) aunty de do na... Vaise bhi pati apni patni ko kabhi kabhi hi kuch dene ki shochta hai... Aur isne toh sach mein de diya.... ( glaring rishabh who's leg was paining a lot because shrlyn hitted him with her heels)..

Sarla-- karan ne kaha is liye de rahi hun...

Preeta-- ( taking the chocolates) bada pyar aa raha hai .... Mere chocolate boy par...

Kuhu-- ohhhh # chocolate boy... Hmmmm not bad....

Karan-- kya boli jaa rahi poore parivaar ke saamne pagal ho gyi ho kya....

Preeta-- tum log galat samajh rahe ho mere kahne ka matlab voh nahi tha.. Matalb yeh tha ki.. Isne mujhe chocolate diya toh hua na chocolate boy....

Rakhi-- acha boht ho gayi baate... Ab jab sab normal hai hum apne ghar jaana pasand karenge... Toh hum chalte hai...

Mahesh-- han chalte hai.. Aur kal pandit ji se shadi ki date pakki kara kar apko inform kar denge .... Chalte hai bye

Next morning

Luthra house

Rakhi-- pandit ji koi pass walli date hi nikaliye ga kyun ki abb mujhse apne ghar ki choti bahu ko lane ke liye aur sabra nahin hota...

Shrlyn--- mammi ji bahu nahi beti
... Aap mujhe bhi toh apni beti ki tarah hi manti hai toh use bhi same pyar mil na chahiye varna voh naraz ho jaegi...

Rakhi--- sahi kaha tune

Pandit ji -- rakhi ji,, kal engagement ka muhrat aur phir sangeet  aur mehendi aur phir uske baad haldi aur shadi ka muhrat hai varna toh phir 5 saal baad hi yeh shaddi ho paegi..

Rakhi-- matlab aaj se teesre din shadi itni jaldi...

Mahesh ---kyun rakhi ji abhi toh aap bol rahi thi ki aapse intazar nahi hota tho phir ab kya hua...

ek prem kahani ki kahani जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें