Shot 17

639 37 7
                                    

Hello everyone. Now the story will  not have any flashbacks .

Coming back to the story.

In room where preeran were

Karan---  preeta tumhara bag kaha hai.

( pointing towards couch)

Preeta--- yaha rakha hai kya hua.

Karan--- thank good tumne apna saaman un pack nahi kiya.

Preeta--- par hua kya.

Karan---  hum yaha se bhag rahe hai.

Preeta--- (shouted) what.

( he covered her mouth with his hand and signed her not to shout)

Karan--- preeta abhi time nahi hai bas tum apna saaman uthao aur chalo. Maine apna saaman pehle hi neech cab mein rakh diya hai.

( preeta signed him to remove his hand)

Karan--- chillaao gi toh nahi.

(Preeta shook her head and signed him that she will not shout  he removed his hand)

Preeta--- tum paagal toh nahi ho gaye ho kya bole ja rahe ho. Matlab Mumbai se bhag kar aaye hai. Phir nasik se bhagenge. Hum kya bhagam bhag 2.O shoot kar rahe hai. Aur kyun bhagenge haan. Yeh sabse safest place hai. Yaha koi nahi aayega. Na voh prithvi aur na tumhari voh kareena bua jinhone hume alag karne ki koshish ki. Matlab kuch bhi. Aur bhag ke jaenge kaha. Haan kaha jaegenge . Vaise main yeh kyun soch rahi hun jaenge kaha. Hum kahi nahi jaa rahe bas. That's final.

Karan--- hogaya.

Preeta--- haan hogaya.

( karan took her bag and holds her hand and started moving) (preeta jerked of her hand)

Preeta--- Maine mana kiya na hum kahi nahin ja rahe matlab nahi jaa rahe.

Karan--- tum chup chal mere sath chalne ka kya logi .

Preeta--- karan plz I am telling you this is the safest place.

Karan--- and I am telling you this is the dangerous place.

Preeta--- par 

( but before she could say anything he pressed his lips to hers. She was shocked but responded after sometime he broke the kiss)

Karan--- dekho preeta main tumhe bata de raha hun ki bua ki koi galati nahi thi unhone mazboori mein tumko yeh sab karne ko kaha tha. Aur unhein mazboor karne waali Tina hi thi. Toh hume yaha se abhi chalna cahiye. And I am sorry for that kiss . Mujhe voh karna pada kyun ki tum chup nahi ho rahi thi . Aur mere paas time nahi hai. Ab chalo jaldi.

(He started moving towards window and saw that see was not coming she was still shocked.)

Karan--- chalooo

(Preeta came back to her senses and started moving towards the door) (he saw that and stopped her)

Karan--- preeta kya kar rahi ho . door se jaa rahi  ho pagal ho gayi ho kya. Jaate samay kya bologi tina se. Bye bye tina main aur karan bhaag rahe hain apna khayal rakhana.

Preeta--- point .

Karan--- (in mind) lagta hai kuhu ka asar sab pe ho raha hai.

Preeta---Par phir neeche kaise jaenge.

Karan--- mujhe toh laga tum movies bohut dekhti ho.

Preeta--- of course dekhti hun.

Karan--- toh phir tumhe toh pata hona chahiye .

ek prem kahani ki kahani जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें