Chapter 1

2.7K 84 5
                                    

Jeene bhi de ,dunia humein

Ilzaam na lagaa

Ik baar to karte hai sab,

koi haseen khata

Varna koi kaise bhala

chahe kisi ko bepanaah

aey zindagi ,tu hi bta

kyun ishq hai gunaah

Jeene bhi de ,dunia humein

Ilzaam na lagaa

Ik baar to karte hai sab,

koi haseen khata

khud se hi karke guftagu,

koi kaise jiye

ishq to lazmi sa hai,

Zindagi ke liye

khud se hi karke ghuftagu ,koi kaise jiye 

ishq to lazmi sa hai ,

zindagi ke liye

dil kya kare,

dil ko agar 

acha lage koi 

jhoota sahi dil ko magar

sacha lage koi

Jeene bhi de ,dunia humein

Ilzaam na lagaa

Ik baar to karte hai sab,

koi haseen khata

warna koi kaise bhala

chahe kisi ko bepanah

aey zindagi , tu hi bta

kyu ishq hai gunaah

dil ko bhi udne ke liye aasmaan chaiye

khulti ho jismein khidkiyaan

woh makaan chahiye

dil ko bhi udne ke liye 

aasmaan chahiye 

khulti ho jisme khidkiyaan

wo makaan chaiye 

darwaze se nikle zara 

bahar ko rahguzar 

har mod pe jo saath ho 

aisa ho humsafar

Jeene bhi de ,dunia humein

Ilzaam na lagaa

Ik baar to karte hai sab,

koi haseen khata

varna koi kaise bhala 

chahe kisi ko bepanah

aey zindagi ,tu hi bta

kyun ishq gunah...

Song ended and the girl listening to the song has whole face covered with tears, a hand came from behind and wiped her tears.

Sid- kya hua jaan kyu ro rahi hai ab to sab sahi ho gaya na, to phir?

Sana- haa dusro ke liye to shyad sab sahi ho gaya hai, par kya sach mein sab theek ho gaya hai?

Sid- Baby jo ho chuka hai hum use nahi badal sakte, par agar hum har waqt apne past ke baare mein sochte rahenge to wo kabhi humein khush nahi rehne dega, aur jo possible nahi hai uske baare mein sochne se acha hum wo soche jisse hum khush hon.

Sidnaaz -Jeene bhi de ye duniya humein.. (Drowned in darkness, confined in pain)Where stories live. Discover now