yr kya cheese hai .. kya demaag hai is ka .... bahii. . Yeh meri hi biwi hai na " oan ne shocked mei kaha.
" hmmm or galti se meri bhen .. yr hum dono to is se hi blackmail hota rehtey hai ... " sadaam ne muu banatey hue kaha .
" bahi. . Yeh dekh .. yeh joree mein ne tere agee haath .. mehrbani kr or mil le tum biya se ek baar " oan ne kaha .
" sorry .. mein nahi mil rha " sadaam ne kaha .
" na na masla kya hai akir tera ab ... Q nahi milna chahta tu .. us ki Jan bacaney k liye hi tu idhr ayaa hua hai .. us se itna pyaar krta hai to ab kya maslaa hai tujhe " oan ne thora serious hotey hue kaha .
" sab such hai .. pr woh nahi krti hai mujh se pyaar .. mein zabardasti nahi kr sakta .. mujhe samajh a gai hai ... or mein ne fasla bhe kr liya hai " sadaam ne kaha .
" kesa faslaa " oan ne pucha .
" bohot jald sab ko pta chl jay ga " sadaam ne kaha
" sadaam .. tu koi asee wese harkat nahi kree ga .. samajh a " oan ne guse se kaha .
" mein kruu ga .. or ab joh bhe ho ga dekha jay ga .. or is baar kisi ki blackmailing kaam nahi ayee gi " sadaam ne kaha .
" sadaam ... yr tu kya such rha hai .. biya se baat to kr .. woh sarmida hai .. mein janta hu " oan ne usee samjhane ki koshish ki mgr sardar sadaam alam jab kuch soch le to kr k hi rehta hai ...
" ham .. mein bhe milna chahta hu is se ... kruu ga baat .. " sadaam ne sochtey hue kaha .
Thori deyr bad noor aii or oan ko apne saath wheel chair pr lee gai .. ta k woh dono akele mein baat kr sakee ..biya room mein enter hui .. to samney sadaam leta hua tha ... us ne ankhoo pr haath rakha hue the ... biya chlti hui us k pass ai ...
" sadaam " biya ne usee bulaya .. to sadaam ne ankhoo se haath utaya .. aaj sadaam ki ankhoo mein biya k liye woh pyaar nahi the .. sirf sard mehrii the ... aaj us ne usee wese muhobat se nahi dekha tha .. jese phele dekhta the ...
" sadaam .. mein janti hu .. k ap mujh se naraaz hai .. or or hona bhe chiyee .. mein hu hi is k kabil ... " biya ne rotey hue kaha .
Sadaam ko us k ansoo pighlaa rhay the .. mgr woh kamzoor nahi ho sakta tha ... usee yeh krna hi the ..
" biya .. mujhe tum se baat krni hai " sadaam ne kaha .
.
" mujhe bhe ap ko kuch baatana hai .. chlee phele ap btaa de jaldi " biya ne kush hoteu hue kaha ." t tum ... t tum ... a apne ghr wapis chlii jao ... m mein tumhare saath nahi rehna chahta " sadaam ne jis dil se kaha the .. woh hi janta the ...
" s sadaam .. y yeh ap kya .. keh rhay hai .. s sadaam .. m mein janti .. h hu k mein ne .. g galt kiya hai .. p pr " biya se bola nahi ja rha tha ...
" pr kya biya .. m mein ek asii orat k saath reh the the pichle 8 month se .. jis ko mujh pr brosa hi nAhi .. jisi meri muhobat ki zraa bhe qadar nahi hai ... mein us pr apni jan deta the .. or is ..ne is ne kya kiya .. dinya ne mujh pr ilzaam lagaya to us ne bhe in ka saath diya .. mujh pr yaqeen krne ki bajay un pr yaqeen kiya ..waaah .. yeh the US ki muhobat .. yeh the .. tum ne .. tum ne kaha the k sadaam mein ap se muhibat krti hu ...
Biya muhobat mein atbaar hota hai yaqeen hota hai .. tum ne mujh se muhobat ki hi nahi the .. to yaqeen kese krti ... sab dhoka tha " sadaam ne dhuk se kaha .
![](https://img.wattpad.com/cover/225150169-288-kbbc92e.jpg)
YOU ARE READING
janoon dewangi
Romanceyeh story hai dewangi ki. ... sadaam alam ki ... joh apni her zid ko pura krta hai