Author's POV:
Ananya got up by catching her head. It's hurting like hell. She observed herself in a grand bedroom. Very luxurious.
Akshara's room:She saw Akshara and Amrita beside her. She tried to wake them up. But they are not moving. She is totally confused.
Ananya: Kayi hum heaven mein toh nahi hain. Hum mar gayi kya.
Voice: Tum zinda ho Sakhi. Sach kahuna to tum teen ki zindagi abhi shuru hui hain.Ananya turned to see Lord Krishna. She is shocked, surprised, scared at a time.
Ananya: A..aa..pp..?
Krishna: Mein tera bhai hun Sakhi. Darne ki zaroorat nahi hain.
Akshara: Lord Krishna. Hum marchuke hain. Tabhi toh aap dikh Rana hain mujhe.
Krishna: Tum teen ki zindagi Dwapar yug mein hain, Kal yug mein nahi. Isiliye mujhe aapko yaha lana pada. Aap Sab zinda hi hain. Par Dwarka mein hain.
Ananya: Aap bhagwan hain, mera bhai? Sakhi? Dwarka? Mein kuch samjha nahi.
Krishna: Batata hun. Pehle Meri aur do behno ko uthao.
Ananya: Di, di utho. Amrita utho. Di, utho toh sahi.
Akshara and Amrita got up. They are also confused to see the surroundings. Then they saw Lord krishna. They shocked to see him.
Krishna: Kaisi ho behna.
Akshara: Bhagwaan Shri Krishna.
Amrita: [Murmured] Di, Anu kya ho raha hain?
Krishna: Aap teen meri behen hain. Aap Sab ki zindagi Dwapar yug mein hain. Aap ab Dwarka mein hain. Ab se yahan hain aapki zindagi.
Ananya: Par hame toh Mahabharat pata hain. Yahan Sab ko pata hain ki him bhavishya se aaya hain.
Krishna: Ha sakhi. Sabko pata hain ki aap teen bhavishya se aaya hain. Aur aap teeno ki wajah se yahan bahut kuch badalne wala hain. Lekin tumhari mentalism tere paas hi rahegi. Tum meri parchayi ho sakhi, meri baatein sirf tum samjhogi. Teri kanha par bharosa hain na tujhe.
Ananya: Kud se zyaada kanha.
Akshara: Par Lord Krishna hum yahan karenge kya?
Krishna: Mein tumhara bhai hun, mujhe bratashree bulao. Ya phir Sakhi ki tarah Kanha bulao. Mein insaan hi hun behna. Amrita kuch bol kyun nahin ho tum.
Amrita: Kuch nahi bratashree. Mein sun raha hun.
Krishna: Dekho tumhari choti behn ko Akshara. Kitni pyaar send bratashree kahin mujhe.
Akshara: Teekh hain bratashree. Par hum yahan ki tarah kapde, gehne nahi pehen sakte hain.
Ananya: Ha Kanha. Yahan hamare liye sab kuch alag hain.
Krishna: Janta hun sakhi. Mein aapki chaahat ki tarah sab kuch lekar aaya hun. Akshara yeh tumhara kaksh hain. Jaldi taiyar hojao. Devaki ma, Brata Balram, Revti bhabhi aur Subhadra tumhara intezaar kar raha hain. Sakhi, Amrita mere saath chalo mein leke jaunga aapko apni kamro mein.
They all nodded. Ananya and Amrita followed Krishna. First they went to Amrita's room.
Amrita's room:
YOU ARE READING
Our Destiny is in MAHABHARAT
Adventure3 girls of kali yug end up in Dwapar yug at the time of Mahabharat because of destiny. Some changes are been bought by them.Girls who knows the Mahabharat, will bring many changes there. Lets see what destiny wrote in their lifes. Ananya Kapoor: An...