Author's POV:
The princesses of Dwarka reached Hastinapur. To their surprise everyone is present there. Bheeshm pitamah, Maharaj Dhrutarastra, Maharani Gandhari, Rajmata kunti, Mahamantri Vidur, Gandhar raj Shakuni, Rajkumari Dushala. They are waiting for them only. They came down from chariot and went near them. They took everyone's blessings.
Bheeshm: Hastinapur mein swaagat hain aap sabko Rajkumariyan. Hum jaante hain ki aap bhavishya se aaya hain, isiliye aapko jo bhi chahiye woh aap apni bua se phooch sakte hain.
Ananya: Dhanyavaad Pitamah.
Kunti: Meri betiyon, kitni sundar aur sankari hain aap sab.
Vidur: Rajkumari Ananya, Main bahut kuch suna aapke baare mein. Kyaa woh sach hi hain?
Ananya: Aapko woh baat kanha ne kaha hoga, woh jhooth toh nahin bolte hain na mahamantri vidur.
Bheeshm: Iss baat se mujhe yakeen ho raha hain aap bhavishya se hi aaya hain. Lekin aisi kapde kaha mila aapko.
Akshara: Bratashree Krishna ne diya. Hamare waha aise kapde pehnte hain.
Dhrutarastra: Baatein baad mein bhi ho sakti hain, pehle andar jaake aaraam Karo. Aaj shaam ko kalapradarshan hain.
Akshara: Ji Maharaj.
They all nodded and went inside. Kunti showed their respective rooms. They got ready and came out.
Ananya's Outfit:
Akshara's Outfit:Amrita's Outfit:
Subhadra's Outfit:
They all gatherd in their way and headed towards dining hall. That is very grand with at least 200 chairs.
They four went and greeted all of them. Maharaj Dhrutarastra seated on the king chair. All seated in chairs. Ananya sat in between Akshara and Kunti. They prayed and started eating. After lunch they started talking.
Ananya: Mahamantri vidur, aap kuch kehna chahte hain na, toh kahiye.
Vidur: Teekh hain. Aaj shaam ko sab Rangbhoomi mein aajaana. Wahan hain kalapradarshan.
Dhrutarastra: Rajkumari Ananya, aapko kaise pata ki vidur kuch batana chahta hain.
Bheeshm: Jab waqt aayegi, tab pata chalega putr. Abhi keliye sab aaraam Karo.
They all nodded. Ananya, Akshara, Amrita, Dushala and Subhadra are in Dushala's Room.
Subhadra: Hum sab yahan baite hain, par kyun?
Akshara: Shaant raho Subhadra, hum aapse yeh kehna chahte hain ki Ananya kisi ka dil aur dimaag pad sakti hain.
Subhadra/ Dushala: Kya?
Akshara: Ha. Kal yug mein seekhi thi yeh unhone.
Dushala: Mein dekhna chahti hun.
Subhadra: Mein bhi.
Ananya: Di, Dushala jab waqt aayegi. Tab pata chalega.
Akshara: Amrita, kyun chup ho. Ab sab hamara apne hain. Hamara parivaar hain. Koi tujhe kha nahi raha hain. Baat Karo.
Amrita: Aisa nahi hain di, par mujhe kuch alag sa lag raha hain.
Ananya: Kuch din mein sab teekh ho jayegi.
Dushala: Ha, ab chale. Waqt ho gaya.
They all nodded and went out. Kunti and Gandhari are waiting.
Kunti: Aap paanch ek saath hain. Teekh hain chalo chalte hain.
Ananya: Ji, bua ma.
Gandhari: Aap sab ek saath hi rehna.
Akshara: Teekh hain Maharani.
Gandhari: Mein bhi aapka bua hi hun. Waise hi bulao jaise aap kunti ko bula raha hain.
Akshara: Ji, bua ma.
They all went to Rangbhoomi. Arjun is declared as winner by Guru dhron.
By seeing Karn, Kunti became unconscious. Princesses took kunti inside. Karn became Ang Raj because of Dhuryodan.
In kunti's Chamber:
Kunti became conscious. She saw all princesses in her room.
Kunti: Putri, ab mein teekh hun. Aap chinta mat kariye.
Dushala: Choti maa, aapko achanak kya hogaya. Pata hain, hum kitna dar gaye the.
Subhadra: Ha, bua ma.
Kunti: Kuch nahi beta, aaram karungi toh teekh ho jaungi. Aap jao. Mein so jaungi.
They nodded and left except Ananya and Akshara.
Akshara: Bua ma, hume pata hain ki aisa kyun hua. Mann mein pattar math rakhna.
Ananya: Ha bua ma. Jitna waqt chahiye utna lelo. Par der hone se pehle sabko sach bataiyega.
Kunti: Dhanyavaad putri. Aap dono se baat karne ke baad bahut sukoon mil raha hain. Bataungi.
They smiled and nodded. After that pandavas and kauravas met their parents. Pandavas and Kunti are in kunti's room.
Kunti: Bahut Raat ho gaya. Warna mein aap sabko Yadavon ki Rajkumariyon se milaana chahta ta.
Yudhistir: Par mata, Sirf ek Rajkumari hain na. Par aap jaise bol raha hain ki zyaada log hain.
Bheem: Ha mata.
Kunti: Nahi, subhadra aapko pata hain, Mein Rajkumari Ananya, Akshara aur Amrita ke baare mein baat kar raha hun.
Nakul: Yeh sab kaun hain maata?
Kunti: Yeh sab kanha ka benne hain. Bhavishya kaal se aaya hain. Lekin kanha ne kaha ki unka sthaan yahin hain. Aur Rajkumariyon se milne ke baad aapko bhi lagega ki woh asaadaran hain.
Yudhistir: Bhavishya se aaya hain, yeh baat koi nahi maan sakta hain. Lekin aap kehrahe hain toh sach hi hogi. Aap unse bahut prasann ha in na. Toh hume bhi unko dekhna hain.
Arjun: Ha Mata. Hum sabko yahin lagta hain. Kal tak intezaar Karna padega.
Kunti: Hmm. Aap sab apne apne kaksh mein jaake so jao.
They all left and are equally exited to meet them. Arjun felt some strange yet good feelings.
YOU ARE READING
Our Destiny is in MAHABHARAT
Adventure3 girls of kali yug end up in Dwapar yug at the time of Mahabharat because of destiny. Some changes are been bought by them.Girls who knows the Mahabharat, will bring many changes there. Lets see what destiny wrote in their lifes. Ananya Kapoor: An...