chapter 1 (part 5) London se Ahemdabad ki Flight

91 18 4
                                    

Happy reading
>>>>>>>>>>>>>>>>
Time=9:15
               (Flight)

Us ke bad sameer apni ticket checking krba ke...apni seat pe bathte hai....Or naina bhi ushi flight main thi....but Sameer ki seat se 2seat picha bathi thi....

Time=9:15
            (Ahemdabad)
                (Agarwal family)
Bela= swati Preeti...

Swati Preeti= ji mummy...

Bela= Tum dono ne naina ki Saman sab thik se rakdi na Jo kal shopping kar k la aye thi Uske liya...

Swati Preeti= ji mummy sab Saman apne room main rak di thi thik se...

Bela= Thik hai...or suno tum dono jaldi se breakfast khatam kar k... ready ho jao...or 10:00 baje Nikal Jana airport main....

Preeti= mummy apne naina ko call ki thi na...??

Bela= Bhagwan jut na bulaye....ha Preeti beta is liya to tum dono ko 10:00 baje airport kya liya Jane ko bol rhi hu main...10:30 baje Naina ki flight London se Ahemdabad land karegi...

Swati- thik hai mummy hum 3no 9:45 main hi nikal jayangi airport kya liya...

Bela= Bhagwan jut na bulaye... Swati beta 9:45 Q...??

Swati- Q ki mummy....agr hum 10 bja niklte hai airport kya liya or agr raste main boht traffic hue to late ho jaungi na is liya...

Bela- Bhagwan jut na bulaye... Swati beta yeh baat to tum ne thik kaha....thik hai...tum Preeti or kamya 3 no 9:45 main airport kya liya chle jana...or kamya ko bhi jaldi bula k lao...naina ne bla hai kamya ko bhi sthe main Jane ko...

   ( Tab hi kamya ki entry hoti hai...naina ki Ghar main....)

Kamya- bula ne ki zarurat nhi hai aunty...main a gya hu.... good morning aunty.. good morning uncle..

Bela- good morning kamya beti...

Anand- good morning kamya beti...

Bela- kamya tum bhi in Dono kya sthe betha kya nasta karlo...fir chale jana in Dono kya sthe...

Kamya- Thik hai aunty...

     ( 3no ne breakfast kr kya ready ho kar 9:45 me chale jate hai Naina ko lene kya liya airport)

Time:9:15        
           (Maheshwari family)

Vishaka- munna pandit jaldi se breakfast karlo...or Baki ka kam rehne do...or jaldi se ready ho kar Sameer ko lene kya liya airport chale jao...thik hai beta..

Munna pandit- ji mummy Thora sa hi kam hai phle karlu us ki baad hum breakfast karta hu...

Vishaka- Nahi beta rehne do ...tum dono breakfast karlo ....7baje ut kar tab se kam kar rehi ho...or shuba se Kuch bhi nahi khaye ho...is liya yeh sab kam main or tumhare papa kar lungi ....tum dono jaldi se breakfast khatam kar lo....or Sameer ko lene kya liya chali jao...

Munna pandit- thik hai mom hum dono breakfast khatam kar kya Sameer ko Lene kya liya chle jata hu airport...

(Munna pandit breakfast khatam kar ke... ready ho kar.... vivak or vishaka ko bye bol kar 9:45baje dono chale jate hai Sameer ko lene kya liya airport)

Time=9:45
               (FLIGHT)
(Sameer pure time flight main church wli larki ki bare main soch tha raha...or naina apne mobile main music sunti rahi or Uski favourite book (love story) parti rahi..)

Time- 10:30
            (Ahemdabad airport)
       (Naina or Sameer ki flight London se Ahemdabad land ho gya....)

>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>>

  agr koi spilling mistake ho gye hai to us kya liya sry.... agr story ap sbko acchi lge to plzz vote krna plzz  😔😔😔😔




The Beautiful Love Story of 2020जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें