3c~I Hate You Papa

246 19 2
                                    

S: papa, aap bhool gaye ke aapne promise kiya tha ke Preesha aunty mumma ki jagah nahi lengi, Preesha aunty aapne bhi promise kiya tha, lekin ye kya? Abhi toh torr diya aap log ne promise

Pr: Saransh, main couch pe baith jaungi, m sorry

Ru: tum kiun sorry bol rahi ho? Sorry Saransh bolega, Saransh, sorry bolo, ye kya tareeka hai baat karne ka?

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

Ru: tum kiun sorry bol rahi ho? Sorry Saransh bolega, Saransh, sorry bolo, ye kya tareeka hai baat karne ka?

Dhanak looked on from the doll.

Dh: Rudra ye kya kar rahay ho? Abhi Saransh ka behavior chhoro or uske emotions ko samjho

S: sach toh ye ke aap mumma ko bhool gaye ho, or ab aap mujhse pyaar nahi kartay ho, or is ghar mein koi bhi mujhse pyaar nahi karta, sirf mumma karti thi, jab se mumma gayi hai, aap ne unko kabhi miss nahi kiya, fauran mere liye sauteli maa le kar agaye, I hate you papa, I hate you

S: sach toh ye ke aap mumma ko bhool gaye ho, or ab aap mujhse pyaar nahi kartay ho, or is ghar mein koi bhi mujhse pyaar nahi karta, sirf mumma karti thi, jab se mumma gayi hai, aap ne unko kabhi miss nahi kiya, fauran mere liye sauteli maa le ka...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

He said angrily and sadly and took Pari and ran to his room.

MeerVaan/BeHir/AvNeil/RuSha/SuKriti Ff: Gumnaam Hai KoiWhere stories live. Discover now