8~Mixed Emotions

84 7 8
                                    

As Avni went closer to save him but the doll crawled out and grabbed her neck. Both Avni and Neil writhed in pain. Somehow, Avni made the doll leave her twisting its hands and the doll flew backwards in the air colliding with the wall and slid down lifelessly on the floor. She went to Neil and punched the teddy bear, it left Neil groaning in pain and rolled falling beside him. He sat up and Avni took him away from it.

Av: Neil, dekho in ko yaar, khilonay toh bacho'n ke enjoyment ke liye hotay hain, ye kaise khilonay hain jo itna attack kartay hain? Aaj main in ko nahi chhorun gi

Av: Neil, dekho in ko yaar, khilonay toh bacho'n ke enjoyment ke liye hotay hain, ye kaise khilonay hain jo itna attack kartay hain? Aaj main in ko nahi chhorun gi

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

She said and was about to crush the doll that attacked her but Neil pulled her back, she glared at him.

Ne: no Avni, agar in ko ek kharoch bhi aayi, toh ye log humari or band bajaein gay

Av: or ye jo humare saath kar rahay hain, vo theek hai kya Neil?

Ne: nahi theek hai, abhi chalo Avni, Pundit jee ke paas chaltay hain, unko poori baat batatay hain or yahan le kar aatay hain, vo koi na koi solution zaroor bataein gay

Av: haan chalo

They went from there and exited the house.

************************************

The witch pointed at Armaan.

M: par kiun? Vo mera bacha hai, main tumko kiun doon? Tum ko sharam nahi aati ek maa se uski aulaad maangtay huay?

"Toh kya tumhare pati ko sharam nahi aati ke usne mere bachay ki jaan le li? Kya usko sharam nahi aati? Jo main sharam karoon?"

Meera was shocked.

"Urr gaye na hosh? Mere bhi hosh urr gaye thay jab mujh tak ye khabar pohanchi, har baar main apni marzi se aati hoon or apni marzi se Armaan ko utha le jaati hoon, iss baar main aai tumhari marzi se hoon, jaungi apni marzi se, lekin Armaan ko liy...

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Urr gaye na hosh? Mere bhi hosh urr gaye thay jab mujh tak ye khabar pohanchi, har baar main apni marzi se aati hoon or apni marzi se Armaan ko utha le jaati hoon, iss baar main aai tumhari marzi se hoon, jaungi apni marzi se, lekin Armaan ko liye bagair, lekin tumko apnay pati se poochhna hi hoga ke us ne aisa kiun kiya, nuksaan ab sirf uske khaatay mein ho ga kiun ke galti sirf uski thi, ja maine tujhe chhor diya, aur tere bachay ko bhi, lekin main phir aaungi, us waqt jab tera pati tujhe sara sach bataye ga, or phir us ka akelay ka saamna mujhse hoga."

MeerVaan/BeHir/AvNeil/RuSha/SuKriti Ff: Gumnaam Hai KoiWhere stories live. Discover now