chapter 12

4.2K 455 21
                                        

After eight month....

Sana , prerna is working on kitchen and talking to kuhu......

Dadi - aaj sidharth ki buadadi or unke beta, bahu aa rahe h....
Khane m khuch acha bano

Sna- ji dadi di

Dadi- or suno metha v bana dena

Pre- jiii

Dadi go from there

Pri- chalo sana tm meetha banao acha banati ho
Pr dhayan se agar galti hui n to wo churail chugli karegi dadi ji se...
Or phir dadi ji ko tm janti hi ho

Sna- ji bhabhi....
While giggling........

Both make food and came outside...

Dadi- ho gya khana ban gaya ?

Sna- jii dadi ji

Dadi- tum sab jaa k taiyar ho jao or khas kar k shehnaaz tum aaj pehli baar aa ri h wo tumhari shadi m bhi ni aai thi iss liye ache se taiyar hona

Sna- jii dadi ji

All go in there room and get ready....

Sana also get ready and came in hall....

Sana also get ready and came in hall

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।


She is wearing this......

Somya- are shehnaaz bahut pyari lg ri ho

Sna- thank u bhabhi....

And then her bua and her family came.....

( sid bua dadi lakshmi is very strict and she live in villege so her mantality is like villeger like bahu ko aawaz ni nikalna chahiye jyada baat ni karna chahiye, pati ka naam ni lena chahiye, aap bolna chahiye , or baro k samne to pati se baat karne m bhi sharmana chahiye....
Hud h mtlb aisa thorhi hota h
And she has 1 son and 4 grandson

mohan her son and his wife gayatri devi

Rudra his wife rajni there son rahul and krish........

Shiv his wife gangaa and there 3 son abhishek ,sagar, swar  .....

Karan his wife saloni they have 2 son manish and monu he is 2 month old....

Satish he is very fliry banda age of sid and he is characterless also his wife gauri is 4 month pregnent

but still he beat her in room but ye koi ni janta sabke samne acha banne ka natak  ( iska mean role hai yaad rakhna baki ko bhool sakte ho wo formality k liye tha amd also sid love her very much but think je is little agrassive but very sweet )
So sid ki bua ka manna h k shadi k 3 mahine k andar larki ko pregnent ho jana chahiye or pehla bacha larka hi hona chahiye )

i know bahut koi galli de rhe honge but story hi aise h aage to padho maza na aaya to mat padhna 😉😉............

Bua and her family enter...
Unki sari bahuye ghonghat main thi....

Dadi- aaiye baithiye...

Ashi bring water and give them

Dada- didi aane m koi taklef to ni hui n ?

Bua- arnav ko bheja tha n tune to taklef kaise hoti

Dada- jiii

Bua- are rita bahu mera pota mera sidharth kaha hai ?

Rita- ji bua ji wo college gya hai

Manmohan- kya abhi tk college khatam ni hua uska ?

Dada- ho to jata pr dhayan kaha rehta h nawabzade ji ka mba karne k baad unko ab CA ka course karna h jiske liye phir rukna parega

Bua- khabardaar vishambhar mere pote k liye kuch bola to usski umar hi kya h abhi business to zindagi bhar chalega

Dada- pr didisa ab shadi ho gi h jimedari aa gi h

Bua- pr phir v sidharth jo karna chahe wo kare usse rokna mat or uski patni se to milao k sirf baate hi banaogi...

Dadi- somya bahu jao jaa k shehnaaz ko le aao....

Somya go in kitchen....

So- sana chalo bula ri h or ye ghonghat sahi se lena or dekhna sir pr se gire ni

Sna- jii bari bhabhi ....
.
.
.
.
.
.

.
.
.
.

.
.
.

.
.
.
.

Agar Tum Saath Ho.....जहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें