PART 85

101 8 0
                                    

In the morning

Swara wakes up early as she feels uneasy. She frees her hand from sanskar's hold. She walks around the room feeling more uneasy. She kèeps walking for around 20 minutes. Sanskar wakes up feeling the bed empty. He looks at swara who was walking in the room. He sits on the bed immediately.

Sanskar- swara kya hua

Swara looks at sanskar and her eyes showed that she is not well.

Sanskar immediately goes to her and holds her and makes her sit on the bed with support from head board.

Sanskar making her drink a glass of water- u okay...kya hua

Swara- pata nahi...achanak neend khuli aur bohot uneasy lag raha tha toh socha yahi par walk kar lu

Sanskar- uthaya kyo nahi

Swara- vo kal mom ne bataya tha ki ye sab roz hoga

Sanskar- i know ye sab pregnancy me hota hai swara par tumhe mujhe utha dena chahiye...i cannot share the pain but atleast can help you to bear it

He rubs her palms making her feel relaxed.

Sanskar- ab se aisa kuch bhi ho...main kahi bhi hu...tum mujhe bataogi...get that

Swara nods tiredly.

Sanskar- chalo tum fresh ho jao fir kuch khalo...u will feel better

Swara- mujhse nahi chala jayega

Sanskar- don't worry...main hu na...I'll get you ready

He picks swara in his arms and takes her to washroom. He helps her to get ready. He makes her wear a simple blue anarkali, her mangalsutra and puts sindoor.

Swara- aap mujhe ye kyo pehna rahe hai...mujhe toh saree...

Sanskar interrupts- its ok koi kuch nahi bolega tumhe...I'll handle it...yaha ke rivaazon se zyada important tumhari tabiyat hai...aur aaj se tum ye light kapde hi pehenna aur koi extra jewellery bhi nahi

There was a knock on the door and sanskar opens the door to see laksh and ragini there. He lets them in.

Laksh- sanskar swara kaisi hai ab

He sees swara sitting on bed with support from head board. Her face looks pale.

Laksh- kaisi ho swara

Swara- main thik hu bhai

Laksh smiles at her.

Ragini- swara aao tayyar hone me hum tumhari madad kar dete hai...breakfast ke liye late ho raha hai

Sanskar- bhabhi aaj se swara suit hi pehenegi

Ragini- par sanskarji ise saree....

Sanskar interrupts- bhabhi swara vaise hi bohot uncomfortable rehti hai saree me plus usse sambhalti bhi nahi so its better ki vo is condition me kuch aisa pehne jisme vo comfortable ho

Ragini- fir toh swara ko suit pehenna bhi chod dena chahiye...kyoki jaha tak main janti hu swara sabse zyada dresses me comfortable hoti hai

Sanksar- mujhe koi problem nahi hai bhabhi agar swara chahe toh vo bhi pehen sakti hai...yaha par koi dress thi nahi isliye maine kaha ki vo suit pehen le

Laksh- sanskar is right...swara ki health se zyada important saree definitely nahi hai

Ragini- aur maa papaji...kya kahenge aap un dono se

Sanskar- unse baat main kar lunga and bhai main aaj swara ko apne saath le jana ka soch raha tha...thoda bahar jayegi toh use acha lagega

Laksh- great idea...tu use office le ja aur phir lunch ke liye le jana but take care of her

Sanskar nods.

TERE LIYEजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें