Abir: par uske ek behan bhi hain, uski kya kare? Aur mera bhai ko ghumna bilkul pasand nahi hai.
Mishti: tho.... Aap uske behan ke saath jaayiye. Tho bhi unn dono ko time milega na ek dusre ko jaan ne ke liye.
Abir: good idea.
Mishti: U know what? Love by actions is more powerful than by words. Koyi bhi ladki ko kisi ne bhi respect dekar, honestly rehta tho woh ladki apne aap ko bahut lucky samajhti hain. Isiliye aap jo bhi hain, apne bhai se kahiye ki woh uss ladki ko bahut respect de aur honestly rahe, like a well mannered guy. Sirf usi ke saath nahi,sab ke saath. Tho woh ladki jaroor aap ke bhai mein interested hogi.
Abir: sure. Thank you so much for your tip Ms. Amani.
Mishti: no mention. Mr.Ajanabee. We all wish that ur brother's love should be successful. Aap ke bhai ke liye suniye ek acha song.
(Mishti cutted the call and played randomly a song. Then her phone starts ringing with an unknown number.)
Mishti: hello! Kaun hai?
Abir: main hu, Abir.
Mishti: hai Abir. If u don't mind, can I call you later. Actually,I am busy.
Abir: yeah... Okay.
(Mishti continues her program. Abir reached the hotel. Then Mishti calls back.)
Abir: hai angry chorni.
Mishti:(smirking) hello Mr.Ajeeb. Kaise ho?
Abir: main theek hu. Kaha ho?
Mishti:main....college ke raaste mein hu.
Abir:acha.... Thum mera dosth Arjun ko jaante ho na?
Mishti: haa.... Bahut irritating person hain.
Abir: (with a tight voice)kyun? Matlab thumko aise kyun laga? woh bahut acha insaan hain.
Mishti: agar woh itna acha hota tho, honestly merey sawalon ka jawab dete hain, divert nahi karte.
Abir:(in mind) jab thumko sach pata chalega, tab thum khud bologi ki woh bahut acha insaan hain.
Mishti: (with a spirit less voice)kher, chodo. Mujhe uske baare mein koyi baat nahi karni.
Abir: par mujhe karna hain.
Mishti: matlab?
Abir:actually main aur Nanko vizag aanewale the, par main nahi aa paya. Isiliye Nanko ke saath woh arjun aa rahe hain. Aap dono behno please un dono ke saath rahiye.
Mishti: (aghastly)kya?
Abir:haa..... Yeh baat kuhu bhi jaanti hain, uss din Kunal ne phone mein bataya tha. Usne haa bhi kaha. Uss ne thumse bataya nahi?
Mishti: nahi. Par ab main bahut busy rehta hu.
Abir:(in mind) thank god. Matlab ab yeh unn dono ke beech mein nahi aayegi. But....will kuhu come out without her?
(in call) koyi baat nahi, jab thum free hogi, tab jaaona. Unn dono ko Vizag dekhne hain.
YOU ARE READING
Tell Me Those 3 Magical Words-the Beginning
Romance#1-mishti on 4-6-2021 #1-kuku on 1-7-2021 #2-mishbir on 20-12-2020 #3-mishbir on 19-12-2020 This is the story of a girl of middle class family and a boy who is a billionaire.They both loves their families more than anything in this world and they wi...