Nanu:theekey vishambhar ji,hum chalte hai.Mishti beta,thuje dekhkar mujhe hamesha meenu ki yaad aati hai.Pata hai?jab woh choti thi na,tab bilkul thumhari tarah thi.Main thumko hamesha miss karunga.Pata nahi hum phir kabhi mil payega ya nahi..... isiliye ab bol raha hu.
RajaSri:kyu nahi milsakte?mishti ki shaadi mein hum sab jarur milenge......(Mishbir stared at each other)
Abir:(in mind)kya hum phir kabhi milne ka koyi chances nahi hai?
Mishti:(in mind)kaise hoga,thum Hyderabad jaa rahe ho,aur main Srikakulam jaa rahi hu.Thum yaha nahi aaoge, aur main bhi maximum nahi aaungi.Kyunki mujhe job kisi aur country mein aayi na.
Meenakshi:(in mind)agar thum Hyderabad aayi, tho bhi thum rishtadar aur mehmaan hogi rahogi.Usse jyada kuch bhi nahi.(to Abir)Abir,apne dosth ko aakhri baar ache se bye bolke hamare saath chalo.Jugnu,thum Kunal aur kuhu ke saath aao.
(Abir wants to stay there but he can't deny her mother.So,he stayed silent and they kept a fake smile)
Abir:bye mishti, main jaa raha hu.
Mishti:bye Abir.Take care.
(Abir's family left, except kuku and jugnu.Kuhu still didn't understood y mishti had selected Kunal for her?So she questioned her before RajaSri)
RajaSri:jab Meenakshi ne hamare ghar aake rishtawali baat ki na,tab hum usko thoda wakt maanga tha.tab.......
-----flashback starts-----
(RajaSri and vishambhar are thinking about the proposal in their room)
RajaSri:suniye,aap kya soch rahe hai?
Mishti:say yes dad.....(entered the room)
Vishambhar:y?
Mishti:kyunki Kunal ek gentleman hai.Jab mujhe patachala ki woh di se pyaar karte hai, tab mujhe bahut gussa aayi thi.Phir mujhe laga ki Shaayad di uske saath khush rehsakti hai.Isiliye main unko jhooth kaha ki di ke liye ek rishta aayi hai.Tab woh bahut upset tha,aur tensed bhi tha.Jab usne di se mile the,tab woh di se kuch nahi kaha,aur jab usko yeh pata chala ki di accept karchuki thi,tab woh andhar se tootha tha.Woh di ko apne marji karne diya.Tab mujhe uss mein aap dono nazar aaye the.Jiss tarah aap di ko freedom dete hai, freely rehnedete hai ,woh bhi bilkul aisa hi hai.Jiss tarah aap unko safely rakhte hai na,woh bhi bilkul aise hi karega.Agar hum di ki shaadi uske saath ki tho,di ki pehli pal se aakhri pal tak aap uske saath rehte hai.Physically na sahi, technically tho hai na.Woh aapko kabhi miss nahi karegi.
(Vishambhar and RajaSri's eyes filled with happy tears)
Vishambhar:humko kabhi kabhi jalan hote hai,yeh soch ke ki aap apne behan se kitna pyar karte hai beta.
Mishti:mujhe aap bhi equally pyara hai.(hugged them)papa, meri di usske saath safe rahegi, happy rahegi.Agar phir bhi kuch hogaya tho,main hu na.I'll solve it.
YOU ARE READING
Tell Me Those 3 Magical Words-the Beginning
Roman d'amour#1-mishti on 4-6-2021 #1-kuku on 1-7-2021 #2-mishbir on 20-12-2020 #3-mishbir on 19-12-2020 This is the story of a girl of middle class family and a boy who is a billionaire.They both loves their families more than anything in this world and they wi...