AMARDEV

1.1K 77 34
                                    

The eldest son of Maharaj Amarnath, Vikram was making his way to his younger brother and as usual found him painting a picture of the same woman.

"Pura Mahal dhundha kintu Rajkumar Amardev yaha apne kaksh mai baithe hai." Vikram said entering the room.

" Vikram said entering the room

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Padhariye Jyesht." Amardev greeted turning around.

"Na jane kitne varsho se tum ek hi stree ka chitra banate ho kintu kabhi isse netra nahi diye

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Na jane kitne varsho se tum ek hi stree ka chitra banate ho kintu kabhi isse netra nahi diye." Vikram said looking at the painting of a woman with no eyes.

"Kyuki jyesht mujhe aisi koi aakhe hi nahi mili jo iske yogya ho

Oops! This image does not follow our content guidelines. To continue publishing, please remove it or upload a different image.

"Kyuki jyesht mujhe aisi koi aakhe hi nahi mili jo iske yogya ho." Amardev said.

"Anuj kabhi kabhi mujhe lagta hai ki tum iss duniya ke hi nahi ho, yeh mahal, yeh raj-niti, yeh raj-path, inme tumhara kya kaam ?" Vikram said.

"Bhag kar jau bhi toh kaha jyesht ? Mujhe toh issi mai anand aata hai. Iss jeevan ke utar-chadhav, iske kolahal mai hi anand aata hai." Amardev said.

"Agar kolahal mai anand milta hai toh vivah karlo." Vikram said.

"Sampoorn Avanti ko mere hi vivah ki chinta hai. Aur aapka vivah pehle hoga." Amardev said.

"Mujhe koi apatti nahi, waise bhi tum jaise purush ka aise akele ghumna samaj ke liye hanikarak bhi toh hai." Vikram joked.

"Vivah toh mai yu karlu jyesht, kintu pehle koi bandhan toh mile bandhne ko. Woh aakhe jo mere chitra ke yogya ho. Woh prem se bhari aakhe jinhe meri kala varsho se dhundh rahi hai." Amardev said.

"Itni saari Rajkumariyo ka rishta aata hai, kya ek mai bhi tumhe apne chitra yogya aakhe nahi mili ?" Vikram asked.

"Woh sab Rajkumariya mere roop aur bal se prabhavit hai Jyesht. Unme mujhe prem dikhayi nahi deta. Mujhe aisa koi chahiye jisse mere janmo ka naata ho, aisa koi jisko keval ek baar milne ke paschat usko dekhne ke liye mera dil, mera man tadap uthe, pagal ho jaye." Amardev said.

"Anuj mujhe nahi lagta tumhari woh aakhe iss lok mai kisi ke paas hogi." Vikram chuckled.

♡♡♡♡

"Narayan ab samaye aagaya hai ki Amarsri aur Amardev ka milan hojaye." Mahadev said.

"Iss janm mai Amardev poorn roop se sajj hai Mahadev. Bas usse yeh abhas dilana hai ki wahi Shreeshaktishwar hai." Narayan said.

"Aur uske liye aapke paas kuch yojna toh awashya hi hogi ?" Mahadev asked.

"Jab dono ke milan ki yojna niyati ne banayi hai toh meri kisi yojna ki awashyakta hi kya hai ?" Narayan said chuckling.

"Uchit kaha aapne." Mahadev smiled.

¤¤¤¤¤
A/N

AMARDEV, MIND OF A WARRIOR, HEART OF A POET AND SOUL OF A GOD !

ARZ KIYA HAI !

KABHI PAIGAM DIYA HAI, KABHI PAIGAM LIYA HAI....
KABHI PAIGAM DIYA HAI, KABHI PAIGAM LIYA HAI !

AAKHO NE PREM MAI BADA KAAM KIYA HAI !
(WAH WAH WAH WAH)

ASHISH SHARMA IS HERE !!!! TALIYA !!!!

CHALO AMARDEV MEANS ETERNAL GOD, THEN WITHOUT GOOGLING TELL ME WHAT AMARSRI MEANS. THE ANSWER WILL BE REVEALED IN THE NEXT CHAPTER.

HARIHARESHWARI 3 : PREM-LEELAWhere stories live. Discover now