Chapter 7

206 26 23
                                    

Bulbul waha aati hai room main

B : di jiju aap dono neeche kya kar rahe ho

P : bulbul tu mujhe do do kyu dikhai de rahi hai

B : di main ek hi hu tujhe ho kya gaya hai

Main do kaise ho sakti hu

P : pata nahi mujhe toh do bulbul dik rahi hai

Bechara purab confused ho jaaega ki uski bulbul kon si hai

B : di tujhe kya ho gaya hai ...

Jiju di ko kya hua hai

Abhi : mere ko nahi maalum kya hua hai ..

I don't know (like a child)

B : one second.... Aap dono ko chad gayi hai kya

Oh god lagta hai maine galti se paani ki jagah shara. Deti dono ko

Ab kya karu

Ab toh kuch nahi ho sakta main bahar jaati hu

Di and jiju ek dusre ko sambal lenge

Bulbul chali jaati hai

Aur mehra house main phone karke bata deti hai

Next morning

Abeer windows ke pass khada hota hai

Abeer (in mind) : jaisa maine socha tha waisa kuch nahi hua maine bhai ki life hell banani chahi thi lekin yaha iska ulta ho gaya

Pargya bhabhi and mishti ke beach bhi ek bond ban gaya hai

Nahi main aisa nahi hone de sakta

Mujhe kuch karna hoga

Haa idea

Abeer mishti ke gehne lekar pargya ke room main almira  rakh deta hai

After some time

Abhigya reach mehra house

Abhi : chalo pargya room main chalte hai

P : okk

After some time

Mishti apne gehne dhoond ne ki koshish karti hai

Abeer (in mind) : lagta hai mera kaam ho gaya

Kya dhoond rahi ho mishti

M : apne gehne pata nahi kaha chale gaye yahi par the

A : ohh acha bhabhi tabhi yaha par aayi thi

M : matlab ...

A :  matlab yah ki tumhare gehne bhabhi ke liye hai means chori kiye hai

M : what? Woh aisa kyu karengi

A : yaar dhayan se socho woh hai ek middle class ladki .... Unhone apni life main kabhi itni mahangi cheeze dekhi nahi maa Islay

Toh tumhare pass dekha toh le liya

M : kya pargya di middle class se belong karti hai

Phir bhi ..

Means tumhare bhai se unhone paiso ke liye shaadi ki hai

A : aur nahi toh kya

Jis main hai teri khushi us main hai meri jaanजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें