releasing the pain

3.3K 144 29
                                    

Raavi pov

Ajj ghar mein itna bara drama huwa ki kisi ne bhi thik se lunch nahi kiya. Mujhe guilty feel ho raha tha becoz kahi na kahi yeh meri wajah se hai.

Mujhe sab ka mood thik karna hi hoga!!!

Then I enter the kitchen , dhara di already waha par thi

Dhara- raavi Tu....... (Smiling)

Raavi- ha di actually apse kuch permission chahiye (making a puppet face)

Dhara-ha bol na. (Caring her cheeks)

Raavi- actually kya ajj mein kuch special bana sakti hoon.... I mean dessert n all..

Dhara-bilkul bana sakti hai.... Tujhe permission lene ki koyi zaroorat nahi hai . Tu is ghar ki bahu hai, Shiva ki biwi aur yeh pura ghar tera hai... K na (smiling)

Raavi- ji di...

Dhara-waise kya banane ki soch rahi hai

Raavi-surprise!!!!! (Excitingly)

Dhara- apni dhara di ko nahi batayegi... (Emotional)

Raavi- di please emotional blackmail mat kariye na please..... (Requesting)

Di laugh

Dhara- k thik ha.... Kab banayegi ???

Raavi -jab apka kam karan hoga tab... (Smiling)

Dhara- thik hai....

Raavi- di mein apki madat kar deta hoon

Telling this both di n me prepare food for dinner...

Raavi pov end

*****************************
Shiva pov

Ajj toh mein bohot zyada hi khush hoon. Meri chipkali ne jo rishita bhabhi...... Ko sunaya ya hai na dil hi khush kar diya.....

Acha atleast move on toh karne ki try  kar rahi hai. Last week thak toh laga tha ki meri raavi ko hi gayi hai

Flashback

(Shiva pov)

It was the forth day of our marriage, bt kuch thik nahi tha. Meri raavi kahi ko gayi hai na baat karti ha aur na hi khush hoti hai. Aur roti bhi nahi hai.

Abb toh bohot daar lag raha hai ki khayi depression mein na chali

Dhara- raavi Tu mere sath market chalegi??(Smiling)

Raavi- nahi dhara di mujhe kahi nahi jana

⭐⭐⭐⭐

Krish- bhabhi chalo kuch game khelte hai.. (Smiling)

Raavi- krish  mera maan nahi hai

⭐⭐⭐⭐

Gautam- raavi tujhe kahi jana hai??? Movie dekhne chale hum sab

Raavi- gombi app sab jao mera jane ka maan nahi hai

⭐⭐⭐⭐

Rishita- har din sirf aur sirf sad hokar gumti ho logo ki sympathy gain karne ke liye (angrily)

Raavi-..........

Jhooti Nafrat  (Completed) Where stories live. Discover now