#14 itna na sataya kar

80 4 3
                                    

Mai Shayar baan baitha hu tere he khayalo mein
Na jaane kin jazbaad, ya kin haalato mein,
Mai Shayar baan baitha hu tere he khayalo mein
Na jaane kin jazbaad, kin haalato mein,
Sawal toh thae bohot, magar teri zubaan pe jawabo ki talaash reh gayi,
Na jaane abh kya rakha hai humare in adhi adhoori mulakaato mein.
Tu kabhi haan toh kabhi na bol jaati hai,
Tu kabhi haan toh kabhi na bol jaati hai,
Apne chuppi se mujhe barah satati hai.
Likh chala hu hazaro panno pe,
Par in panno mein sirf sawal he reh gaye.
Ab intezaar toh hai baas itna sa
Ki tu aaye aur ban jaye meri woh "Ek"
Inn sau hazaro ke bheer mein!

©Augustine D'rozario

Agar Main Shayar HotaWhere stories live. Discover now