Three 🌺

5.9K 297 3
                                    

Dil- e- nadan tujhe hua Kya Hain
Akhir is dard ki dawa Kya Hain

Eid festivities came to an end and everybody went back to their daily routine.

It was a bright morning in Khan villa. Aazeen woke up and got ready for her college in baby blue kamiz and white salwar suit and wore flat sandals with them.

 Aazeen woke up and got ready for her college in baby blue kamiz and white salwar suit and wore flat sandals with them

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

After dressing up for college she went downstairs to have breakfast with everyone . But while going she bumped into a wall "yeh yaha par wall kabse agaya Bhai pehle toh nahi tha"   she thought to herself then someone cleared their throat then she realized that the wall was an actual person aur woh koi aur nahi Wohi insan Hain jisne uski raaton ki neend Haram kar rakhhi Hain the one and only taimoor Hassan Khan who was looking so handsome in three piece suit.

 But while going she bumped into a wall "yeh yaha par wall kabse agaya Bhai pehle toh nahi tha"   she thought to herself then someone cleared their throat then she realized that the wall was an actual person aur woh koi aur nahi Wohi insan Hain ji...

ओह! यह छवि हमारे सामग्री दिशानिर्देशों का पालन नहीं करती है। प्रकाशन जारी रखने के लिए, कृपया इसे हटा दें या कोई भिन्न छवि अपलोड करें।

Maybe going to his office." Maaf kar dijiye taimoor Bhai Maine aapko dekha nahi" she said while rubbing her forehead. "Dekhe nahi chal sakti dhyaan kaha rehta Hain tumhara bacchi nahi ho tum abhi" saying that he left from there. "Saadu har waqt daant teh rehte Hain aur aazeen tu Pagal inke baare mein soch soch kar apni neendein kharab kar rahi Hain, wese kinte handsome bhi toh Hain , Teri care bhi karte Hain ....shayad , shayad Kya kartei hi Hain nahi ese bachate kyun " she was talking to herself when he heard "ese khudse Kya Barbara rahi ho niche Chalo" taimoor was still there on the stairs. "Han han chalein "  they both went downstairs.when they reached the table she heard her tayi ammi say "yeh lo bacche bhi agai beta aazeen aaj college se jaldi aajana tumahari phuppo ne hume unke saath shopping chalne ko kaha Hain umer ki Shaadi sar par Hain." Hearing the name of shopping her eyes twinkled with excitement "sach mein tayi ammi main bohot hi zyada excited hoon umer Bhai ki Shaadi ko lekar Kitna Maza ayega na humari family ki pehli Shaadi Hain" seeing her jumping like a child taimoor just shook his head sat down to eat. "Accha ab uchalna band Karo aur chup chap bethke nashta Karo" her mother scolded her, she sat down sulking started to eat. "Wese dekha jai toh taimoor ki  liye bhi ab ladki dhund Leni chaiye Kya kehti Hain bhabi" said Asmara in a teasing voice. "Main toh ise bol bol kar thak chuki meri sune tabh na" said Afshan Begum. "Ammi Chachi ab ko pata toh Hain main abhi Shaadi ke tayyar nahi hoon jab honi hogi ho jayegi" saying that he got up kissed his mother on the forehead and left for office. "Dekho toh kinte chaudh se keh rahe tayyar nahi hoon aree inse Shaadi karega bhi Kaun har waqt muh banai rehte Hain romance naam ki koi cheez Hain inke ander, Allah hi bachai inki honewali biwi ko" she thought to her self and laughed "tum ese Kya has rahi hon college ke liye deri nahi ho rahi" she looked at the time and realized she was already late "hayee main late hogayi aaj toh bohut important class Hain accha tayi ammi , ammi main chalti hoon" she ran towards the door "aaram se jao Allah jane is ladki Kya banega" Asmara shook her head. "Bacchi Hain Jane do tum Chalo hum khane ki tayyari dekhte Hain hume phir rubina ke ghar bhi jana Hain" they both left from there. As soon as aazeen reached the door she saw shehryar "shehry Bhai mujhe college chodh dein mujhe bohot late horaha Hain"  " main chodh deta par meri bohot important ek meeting hain tumhe taimoor Bhai chodh denge " she turned around and saw taimoor was already inside his car getting ready to leave. "Koi baat nahi main rickshaw se Chali janungi aap kyun takleef karenge " she turned to leave when she heard "chup Karke aake gaari mein betho" she sat inside the car silently and thought to herself "hamesha hukum chalate mujh masoom par"  the car started
The ride was silent. Aazeen looked at taimoor who was focused on the road ahead and thought "wese handsome and intelligent toh Hain Khali apna gussa thoda thanda Karle toh bilkul Shaadi material Hain"  all of a sudden the car stopped and she came out of her Dreamland, taimoor nodded towards her college "Aapka college agaya" she nodded "shukriya" she was about to get down when taimoor stopped her "rukiye Zara dekhke Chala Karein, main har waqt nahi rahunga aap ko sambhalne ke liye "   aazeen nodded shyly "ab jaiye aapko late ho jayega " she got down and saw him driving away wearing his raybans she kept her heart and dreamily said " azeen beta tu toh gayi, mohabbat ho gayi Hain tujhe iss akdu see."

And and and finally humari aazeen ko use mohabbat ke ahsaas ho hi gayaa😍😍😍 par taimoor ka reaction hogaa....

Stay tuned guys vote and give me your feedback how you liking the the story what do you guys think about this ??? I will update soon.

Love
Ayesha ✨

Mohabbatजहाँ कहानियाँ रहती हैं। अभी खोजें