The scene starts from next morning.
Preeta's room 👇
Preeta - Dekho inn chaar diwaron (walls) ko.. Ek saal ho gaya hai mein issi andhere mein hu... 😢 Koi aaya hi nhi mujhe yaha se nikalne ke liye... Kitna achha tha pehle.... Kitna haste the pehle... 🥺 Ab toh ek din bhi aisa nhi jaata ki mein royi na hu...😭 Kya karr diya tumne Karan... Kyu kiya... Zara bhi taras nhi aaya mujhpe... 😭💔 zara bhi care nhi karte ki uss raat kuch ho jata toh... 😭 Sirf apni maa aur shrishti ke liye jee rhi hu... Aur kuch nhi... Meri jeene ki wajah hi kho gayi hai 😭💔
She cried and left to washroom.
Washroom 👇
Karan's room 👇
Karan woke up with his first thought.
Karan - Babydoll... 🥺 Mujhse baat nhi karti... Bohot dard hota hai yaha (pointing towards his heart) 💔 meine apne aap par control nhi kiya... Apni so called ego.. Huh... Ego sab isne hi bigaada hai... Meri Preeta kitni dur hai mere se... Yeh judaai maar rahi hai mujhe...😭 Uske paas rehna hai mujhe... Uske saath ki zaroorat hai mujhe... 🥺 uski zaroorat hai... Sherlyn ki baaton mein... Mujhe nhi aana chahiye tha.. Woh morphed photos.. Woh dad ka accident... Dhoke se shaadi 😭 meine usse dhoke se shaadi kar li... Bich sadak pe chhod diya... 😭💔 Zara bhi taras nhi aaya tujhe Karan... Kuch ho jata toh usse... Meri Preeta ko kuch ho jata toh marr jata mein... 😭 babydoll... I am sorry... Please mujhe bula lo apne paas... 😭💔
YOU ARE READING
Forever Yours ✓
FanfictionBased on kidnapping track of Rishabh where Preeta reveals herself as a millionaire. Will Mahira be able to create more misunderstandings between Preeran? Will Karan get to know the truth of Mahira and Prithlyn? Will Prithlyn be successful in taki...