Epilogue

669 46 14
                                    

Shaurya-Chale Anokhi. Tumhe station chodkar airport jana hai.

Anokhi-Hmmm. Goa before and after. Goa mein kitna kuch ho gya. Hum bichde isliye yahan mile. Milke phir bichad gye kyunki aap kidnap ho gye. And fir mile. And I found and got my love here. Yeh din kabhi nhi bhul sakti. The joy jab mil gye hotel mein, angst jab aapki engagement fix hui, the ghabrahat jab aap kidnap ho gye and uske baad humara pyaari memories.

Shaurya-Goa ko mein bhi kabhi nhi bhul sakta. Tumhare mujhe thookrane ka gum, tumhe paane ki kushi, tumse door hone ki beichani, phir tumhare sath joodne ka sukoon. Ye sheherbbohot khas hai. Iss sheher mein humesha humare jazbat rahenge. And jab bhi kuch theekh nhi hoga I know iss shehar mein pair rakhunga toh sab theekh ho jayega. Kyunki iss shehar mein maine jaana ki doori ka dard kya hota hai and nothing can be worse than that doori. Iss shehar mein tumne mujhe apnaya aur usse zyada khushi ki koi baat nhi ho sakti.

Anokhi-In fact hume yahan humare honeymoon ke liye bhi aana chahiye, har saal break ke liye bhi. To reassess life and where we stand.

Shaurya-Wherever we will stand tomorrow, we will always stand with each other.

Anokhi hugs Shaurya.

Shaurya-I wish yhi aise hi reh sakte but jana padega naa.

Anokhi-Chalo. Bye Goa. I am gonna really miss you. I hope aapse doobara mulkat ho kisi aur haseen mod pe.

Shaurya-Jis mod pe tum hogi woh haseen hi toh hoga. Woh har shehar jahan tum mere sath hogi woh mera ghar hoga. So Goa ko mein bhi nhi bhul sakta but Chandigarh here we come. Aur usko bhi apna bana lenge aise hi.

The continuation of this is the other book Dating Diaries.

I am really sorry for this huge delay and I don't think I did it justice with this end but I faced serious writers block with this story. And now I want to close it because it should have some ending. Sorry guys!!!

Goa DiariesWhere stories live. Discover now